KHwab Aankhon Mein Nihan Hai Ab Bhi, Urdu Ghazal By Ehtisham Akhtar

KHwab Aankhon Mein Nihan Hai Ab Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ehtisham Akhtar. KHwab Aankhon Mein Nihan Hai Ab Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwab Aankhon Mein Nihan Hai Ab Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواب آنکھوں میں نہاں ہے اب بھی

احتشام اختر

خواب آنکھوں میں نہاں ہے اب بھی

بجھ گئی آگ دھواں ہے اب بھی

وہ مرے پاس نہیں ہے لیکن

اس کے ہونے کا گماں ہے اب بھی

کیا بہادر کوئی آیا ہی نہیں

راہ میں سنگ گراں ہے اب بھی

کوئی پیاسا ہی نہیں ہے ورنہ

چشمۂ‌ شوق رواں ہے اب بھی

گھر کو کاندھے پہ لیے پھرتا ہوں

مجھ میں یہ تاب و تواں ہے اب بھی

میں تعلق سے پرے ہوں لیکن

مجھ سے وابستہ جہاں ہے اب بھی

احتشام اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwab Aankhon Mein Nihan Hai Ab Bhi

Ehtisham Akhtar

KHwab aankhon mein nihan hai ab bhi
bujh gai aag dhuan hai ab bhi

wo mere pas nahin hai lekin
us ke hone ka guman hai ab bhi

kya bahadur koi aaya hi nahin
rah mein sang-e-giran hai ab bhi

koi pyasa hi nahin hai warna
chashma-e-shauq rawan hai ab bhi

ghar ko kandhe pe liye phirta hun
mujh mein ye tab-o-tawan hai ab bhi

main talluq se pare hun lekin
mujh se wabasta jahan hai ab bhi

(537) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwab Aankhon Mein Nihan Hai Ab Bhi written by Ehtisham Akhtar at UrduPoint. KHwab Aankhon Mein Nihan Hai Ab Bhi is one of the masterpieces written by Ehtisham Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Ehtisham Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ehtisham Akhtar' above.

KHwab Aankhon Mein Nihan Hai Ab Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwab Aankhon Mein Nihan Hai Ab Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.