Hazaron Sal Se Main Jis Ke Intizar Mein Tha, Urdu Ghazal By Ehtisham Akhtar

Hazaron Sal Se Main Jis Ke Intizar Mein Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ehtisham Akhtar. Hazaron Sal Se Main Jis Ke Intizar Mein Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hazaron Sal Se Main Jis Ke Intizar Mein Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہزاروں سال سے میں جس کے انتظار میں تھا

احتشام اختر

ہزاروں سال سے میں جس کے انتظار میں تھا

وہ عکس خواب تو میرے ہی اختیار میں تھا

وہ میری ذات کے پرتو سے ماہتاب ہوا

وگرنہ کرۂ بے نور کس شمار میں تھا

کوئی لگاؤ نہ تھا اب ہرے شجر سے مجھے

میں برگ خشک تھا اڑتے ہوئے غبار میں تھا

سفر میں یوں ہی جھلستا رہا خبر نہ ہوئی

کہ ٹھنڈے پانی کا چشمہ بھی رہ گزار میں تھا

میں بد گماں نہ کبھی اس سے ہو سکا اخترؔ

عجب طرح کا مزہ اس کے جھوٹے پیار میں تھا

احتشام اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hazaron Sal Se Main Jis Ke Intizar Mein Tha

Ehtisham Akhtar

hazaron sal se main jis ke intizar mein tha
wo aks-e-KHwab to mere hi iKHtiyar mein tha

wo meri zat ke partaw se mahtab hua
wagarna kurra-e-be-nur kis shumar mein tha

koi lagao na tha ab hare shajar se mujhe
main barg-e-KHushk tha uDte hue ghubar mein tha

safar mein yunhi jhulasta raha KHabar na hui
ki ThanDe pani ka chashma bhi rahguzar mein tha

main bad-guman na kabhi us se ho saka 'aKHtar'
ajab tarah ka maza us ke jhuTe pyar mein tha

(644) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hazaron Sal Se Main Jis Ke Intizar Mein Tha written by Ehtisham Akhtar at UrduPoint. Hazaron Sal Se Main Jis Ke Intizar Mein Tha is one of the masterpieces written by Ehtisham Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Ehtisham Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ehtisham Akhtar' above.

Hazaron Sal Se Main Jis Ke Intizar Mein Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hazaron Sal Se Main Jis Ke Intizar Mein Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.