Waqt Aur Main, Urdu Nazam By Eruj Mubarak

Waqt Aur Main is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Eruj Mubarak. Waqt Aur Main comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Waqt Aur Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت اور میں

ایرج مبارک

کل کھڑی گھڑی کی سوئیاں

میں نے اتار پھینکیں

اور سکوت مبہوت کو چلتا کیا

پھر وقت نمودار ہوا اور بولا

تو چاہتا ہے تو میں تیرے اندر اتر جاؤں

خون بن کر دوڑوں

اور تو مجھ سے آگے نکل جائے

ایرج مبارک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Aur Main

Eruj Mubarak

kal khaDi ghaDi ki suiyan
main ne utar phenkin
aur sukut mabhut ko chalta kiya
phir waqt numudar hua aur bola
tu chahta hai to main tere andar utar jaun
KHun ban kar dauDun
aur tu mujh se aage nikal jae

(646) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Aur Main written by Eruj Mubarak at UrduPoint. Waqt Aur Main is one of the masterpieces written by Eruj Mubarak. You can also find the complete poetry collection of Eruj Mubarak by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Eruj Mubarak' above.

Waqt Aur Main is a widely read Urdu Nazam. If you like Waqt Aur Main, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.