Nashe Mein Chur Raha Karta Hun, Urdu Ghazal By Faheemuddin Ahmad Faheem

Nashe Mein Chur Raha Karta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faheemuddin Ahmad Faheem. Nashe Mein Chur Raha Karta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nashe Mein Chur Raha Karta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نشہ میں چور رہا کرتا ہوں

فہیم الدین احمد فہیم

نشہ میں چور رہا کرتا ہوں

روز مخمور رہا کرتا ہوں

غیر کے دل میں جگہ ہے میری

بن کے ناسور رہا کرتا ہوں

ہوتی رہتی ہے تجلی ہر دم

برسر طور رہا کرتا ہوں

نار ہو کر میں چمکتا ہوں کبھی

کبھی میں نور رہا کرتا ہوں

اب کہاں وصل کی راتیں ہیں نصیب

اب تو مہجور رہا کرتا ہوں

اختیار اپنی طبیعت پہ نہیں

ہائے مجبور رہا کرتا ہوں

شعلہ‌ رویوں سے بہت بچتا ہوں

دور ہی دور رہا کرتا ہوں

تیرے کوچے میں اٹھا کر ذلت

ہے جو منظور رہا کرتا ہوں

رنج و غم نے مجھے مارا ہے فہیمؔ

سخت رنجور رہا کرتا ہوں

فہیم الدین احمد فہیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nashe Mein Chur Raha Karta Hun

Faheemuddin Ahmad Faheem

nashe mein chur raha karta hun
roz maKHmur raha karta hun

ghair ke dil mein jagah hai meri
ban ke nasur raha karta hun

hoti rahti hai tajalli har dam
barsar-e-tur raha karta hun

nar ho kar main chamakta hun kabhi
kabhi main nur raha karta hun

ab kahan wasl ki raaten hain nasib
ab to mahjur raha karta hun

iKHtiyar apni tabiat pe nahin
hae majbur raha karta hun

shoala-ruyon se bahut bachta hun
dur hi dur raha karta hun

tere kuche mein uTha kar zillat
hai jo manzur raha karta hun

ranj-o-gham ne mujhe mara hai 'fahim'
saKHt ranjur raha karta hun

(374) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nashe Mein Chur Raha Karta Hun written by Faheemuddin Ahmad Faheem at UrduPoint. Nashe Mein Chur Raha Karta Hun is one of the masterpieces written by Faheemuddin Ahmad Faheem. You can also find the complete poetry collection of Faheemuddin Ahmad Faheem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faheemuddin Ahmad Faheem' above.

Nashe Mein Chur Raha Karta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nashe Mein Chur Raha Karta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.