Is Liye DauDte Hi Aise Hain, Urdu Ghazal By Faraz Mahmood Fariz

Is Liye DauDte Hi Aise Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Faraz Mahmood Fariz. Is Liye DauDte Hi Aise Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Liye DauDte Hi Aise Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس لئے دوڑتے ہی ایسے ہیں

فراز محمود فارز

اس لئے دوڑتے ہی ایسے ہیں

ہم کو کچھ وسوسے ہی ایسے ہیں

واں پہ گندم بھی کھا نہیں سکتے

خلد میں مسئلے ہی ایسے ہیں

یا تو سارا جہان بہرا ہے

یا تو ہم بولتے ہی ایسے ہیں

روح بھی کیا کرے میاں آخر

جسم کے مشغلے ہی ایسے ہیں

یا مرا عکس جھوٹ کہتا ہے

یا سبھی آئنے ہی ایسے ہیں

اس کو چھپنے میں لطف آتا ہے

ہم اسے ڈھونڈتے ہی ایسے ہیں

جانئے اب ہوئے ہیں ایسے ہم

یا شروعات سے ہی ایسے ہیں

فراز محمود فارز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Liye DauDte Hi Aise Hain

Faraz Mahmood Fariz

is liye dauDte hi aise hain
hum ko kuchh waswase hi aise hain

wan pe gandum bhi kha nahin sakte
KHuld mein masale hi aise hain

ya to sara jahan bahra hai
ya to hum bolte hi aise hain

ruh bhi kya kare miyan aaKHir
jism ke mashghale hi aise hain

ya mera aks jhuT kahta hai
ya sabhi aaine hi aise hain

us ko chhupne mein lutf aata hai
hum use DhunDte hi aise hain

jaaniye ab hue hain aise hum
ya shuruat se hi aise hain

(682) ووٹ وصول ہوئے

You can read Is Liye DauDte Hi Aise Hain written by Faraz Mahmood Fariz at UrduPoint. Is Liye DauDte Hi Aise Hain is one of the masterpieces written by Faraz Mahmood Fariz. You can also find the complete poetry collection of Faraz Mahmood Fariz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Faraz Mahmood Fariz' above.

Is Liye DauDte Hi Aise Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Liye DauDte Hi Aise Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.