Ye Gham Ka Rang Ye Aab-e-malal Aankhon Mein, Urdu Ghazal By Farhat Nadir Rizwi

Ye Gham Ka Rang Ye Aab-e-malal Aankhon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farhat Nadir Rizwi. Ye Gham Ka Rang Ye Aab-e-malal Aankhon Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Gham Ka Rang Ye Aab-e-malal Aankhon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ غم کا رنگ یہ آب ملال آنکھوں میں

فرحت نادر رضوی

یہ غم کا رنگ یہ آب ملال آنکھوں میں

عزا کا جیسے ہو عکس ہلال آنکھوں میں

کبھی سراب کبھی تشنگی کبھی صحرا

کبھی کبھی فقط آب زلال آنکھوں میں

نظر ملاؤں تو کیسے وہ لے کے چلتا ہے

بہت عجیب سے کتنے سوال آنکھوں میں

اب آئنہ بھی جو دیکھوں تو اپنے چہرے پر

میں پڑھتی رہتی ہوں تیرا خیال آنکھوں میں

ذرا سی دیر کو فرحتؔ نظر نظر سے ملی

پھر اس کے بعد تو جام سفال آنکھوں میں

فرحت نادر رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Gham Ka Rang Ye Aab-e-malal Aankhon Mein

Farhat Nadir Rizwi

ye gham ka rang ye aab-e-malal aankhon mein
aza ka jaise ho aks-e-hilal aankhon mein

kabhi sarab kabhi tishnagi kabhi sahra
kabhi kabhi faqat aab-e-zulal aankhon mein

nazar milaun to kaise wo le ke chalta hai
bahut ajib se kitne sawal aankhon mein

ab aaina bhi jo dekhun to apne chehre par
main paDhti rahti hun tera KHayal aankhon mein

zara si der ko 'farhat' nazar nazar se mili
phir us ke baad to jam-e-sifal aankhon mein

(601) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Gham Ka Rang Ye Aab-e-malal Aankhon Mein written by Farhat Nadir Rizwi at UrduPoint. Ye Gham Ka Rang Ye Aab-e-malal Aankhon Mein is one of the masterpieces written by Farhat Nadir Rizwi. You can also find the complete poetry collection of Farhat Nadir Rizwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farhat Nadir Rizwi' above.

Ye Gham Ka Rang Ye Aab-e-malal Aankhon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Gham Ka Rang Ye Aab-e-malal Aankhon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.