Is Haqiqat Ko Sab Ne Mana Hai, Urdu Ghazal By Farooq Jaiasi

Is Haqiqat Ko Sab Ne Mana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Jaiasi. Is Haqiqat Ko Sab Ne Mana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Haqiqat Ko Sab Ne Mana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس حقیقت کو سب نے مانا ہے

فاروق جائسی

اس حقیقت کو سب نے مانا ہے

جو بھی آیا ہے اس کو جانا ہے

اس کے منہ تک پہنچ ہی جانا ہے

جس کی قسمت کا آب و دانہ ہے

موت آئی تھی لے گئی اس کو

حادثہ تو فقط بہانہ ہے

ان کے قدموں میں جان دے دینا

موت کو زندگی بنانا ہے

بام و در کو سجا لیا جائے

میرے گھر آج ان کو آنا ہے

میرے غم سے ہو ان کو کیوں تکلیف

سامنے سب کے مسکرانا ہے

کہیں غم ہے کہیں خوشی فاروقؔ

یہ تو قدرت کا کارخانہ ہے

فاروق جائسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Haqiqat Ko Sab Ne Mana Hai

Farooq Jaiasi

is haqiqat ko sab ne mana hai
jo bhi aaya hai us ko jaana hai

us ke munh tak pahunch hi jaana hai
jis ki qismat ka aab-o-dana hai

maut aai thi le gai us ko
hadisa to faqat bahana hai

un ke qadmon mein jaan de dena
maut ko zindagi banana hai

baam-o-dar ko saja liya jae
mere ghar aaj un ko aana hai

mere gham se ho un ko kyon taklif
samne sab ke muskurana hai

kahin gham hai kahin KHushi 'faruq'
ye to qudrat ka kar-KHana hai

(706) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Haqiqat Ko Sab Ne Mana Hai written by Farooq Jaiasi at UrduPoint. Is Haqiqat Ko Sab Ne Mana Hai is one of the masterpieces written by Farooq Jaiasi. You can also find the complete poetry collection of Farooq Jaiasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Jaiasi' above.

Is Haqiqat Ko Sab Ne Mana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Haqiqat Ko Sab Ne Mana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.