Kisi Shai Ko Yahan Sabaat Nahin, Urdu Ghazal By Farooq Jaiasi

Kisi Shai Ko Yahan Sabaat Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Jaiasi. Kisi Shai Ko Yahan Sabaat Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Shai Ko Yahan Sabaat Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی شے کو یہاں ثبات نہیں

فاروق جائسی

کسی شے کو یہاں ثبات نہیں

کون سا دن ہے جس کی رات نہیں

زندہ ذوق نظر نہیں ورنہ

سونی سونی یہ کائنات نہیں

ہے کسی کا تو ہاتھ پردے میں

بے محرک یہ حادثات نہیں

رفتہ رفتہ وہ کھل گئے مجھ سے

درمیاں اب تکلفات نہیں

اب جو اپنوں کو میں کہوں دشمن

یہ برا ماننے کی بات نہیں

ایک ہی سمت ہے مرا قبلہ

مجھ کو احساس شش جہات نہیں

زندگانی ہے قید غم فاروقؔ

اس سے ممکن مگر نجات نہیں

فاروق جائسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Shai Ko Yahan Sabaat Nahin

Farooq Jaiasi

kisi shai ko yahan sabaat nahin
kaun sa din hai jis ki raat nahin

zinda zauq-e-nazar nahin warna
suni suni ye kaenat nahin

hai kisi ka to hath parde mein
be-muharrik ye hadsat nahin

rafta rafta wo khul gae mujh se
darmiyan ab takallufat nahin

ab jo apnon ko main kahun dushman
ye bura manne ki baat nahin

ek hi samt hai mera qibla
mujh ko ehsas-e-shash-jihat nahin

zindagani hai qaid-e-gham 'faruq'
is se mumkin magar najat nahin

(828) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Shai Ko Yahan Sabaat Nahin written by Farooq Jaiasi at UrduPoint. Kisi Shai Ko Yahan Sabaat Nahin is one of the masterpieces written by Farooq Jaiasi. You can also find the complete poetry collection of Farooq Jaiasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Jaiasi' above.

Kisi Shai Ko Yahan Sabaat Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Shai Ko Yahan Sabaat Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.