Dard Bhi Ho Ziyaada To Kam-kam Lage, Urdu Ghazal By Farooq Zaman

Dard Bhi Ho Ziyaada To Kam-kam Lage is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Zaman. Dard Bhi Ho Ziyaada To Kam-kam Lage comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Bhi Ho Ziyaada To Kam-kam Lage on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد بھی ہو زیادہ تو کم کم لگے

فاروق زمن

درد بھی ہو زیادہ تو کم کم لگے

تو نمک بھی لگائے تو مرہم لگے

کتنی پیاری محبت کی سرگم لگے

ننھی بٹیا کے پائل کی چھم چھم لگے

جب بھی پیتا ہوں مجھ کو خدا کی قسم

ماں کے ہاتھوں کا پانی بھی زمزم لگے

جب تلک تم مرے ساتھ چلتے رہے

مجھ کو راہوں کے کانٹے بھی ریشم لگے

تم اگر ساتھ ہوں تو خزاں بھی مجھے

خوب صورت بہاروں کا موسم لگے

اے زمن کہکشاں پھول تارے قمر

ان کے آگے مجھے سارے مدھم لگے

فاروق زمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Bhi Ho Ziyaada To Kam-kam Lage

Farooq Zaman

dard bhi ho ziyaada to kam-kam lage
tu namak bhi lagae to marham lage

kitni pyari mohabbat ki sargam lage
nannhi biTiya ke pael ki chham-chham lage

jab bhi pita hun mujh ko KHuda ki qasam
man ke hathon ka pani bhi zamzam lage

jab talak tum mere sath chalte rahe
mujh ko rahon ke kanTe bhi resham lage

tum agar sath hon to KHizan bhi mujhe
KHubsurat bahaaron ka mausam lage

ai zaman kahkashan phul tare qamar
un ke aage mujhe sare maddham lage

(657) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Bhi Ho Ziyaada To Kam-kam Lage written by Farooq Zaman at UrduPoint. Dard Bhi Ho Ziyaada To Kam-kam Lage is one of the masterpieces written by Farooq Zaman. You can also find the complete poetry collection of Farooq Zaman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Zaman' above.

Dard Bhi Ho Ziyaada To Kam-kam Lage is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Bhi Ho Ziyaada To Kam-kam Lage, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.