Huzur Mil Ke Aap Se Main Aaj Muskura Diya, Urdu Ghazal By Fasihullah Naqeeb

Huzur Mil Ke Aap Se Main Aaj Muskura Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fasihullah Naqeeb. Huzur Mil Ke Aap Se Main Aaj Muskura Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Huzur Mil Ke Aap Se Main Aaj Muskura Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حضور مل کے آپ سے میں آج مسکرا دیا

فصیح اللہ نقیب

حضور مل کے آپ سے میں آج مسکرا دیا

تبسم آپ کا جو اک ادھار تھا چکا دیا

بجا کہ سرکشی غلط قبول انکسار بھی

مگر یہ کیا کہ ہر کسی کے آگے سر جھکا دیا

میں سختیوں میں جی گیا میں تلخیوں کو پی گیا

مگر کسی نے پیار سے صدا جو دی رلا دیا

نہ ڈر مرے خمیر میں نہ شر مرے ضمیر میں

تمام ظالموں کے نام میں نے خط کھلا دیا

جو ہم زباں نہ مل سکا تو پھر غزل نقیبؔ کیا

کہ جیسے اندھے آدمی کے ہاتھ آئینہ دیا

فصیح اللہ نقیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Huzur Mil Ke Aap Se Main Aaj Muskura Diya

Fasihullah Naqeeb

huzur mil ke aap se main aaj muskura diya
tabassum aap ka jo ek udhaar tha chuka diya

baja ki sar-kashi ghalat qubul inkisar bhi
magar ye kya ki har kisi ke aage sar jhuka diya

main saKHtiyon mein ji gaya main talKHiyon ko pi gaya
magar kisi ne pyar se sada jo di rula diya

na Dar mere KHamir mein na shar mere zamir mein
tamam zalimon ke nam main ne KHat khula diya

jo ham-zaban na mil saka to phir ghazal 'naqib' kya
ki jaise andhe aadmi ke hath aaina diya

(587) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Huzur Mil Ke Aap Se Main Aaj Muskura Diya written by Fasihullah Naqeeb at UrduPoint. Huzur Mil Ke Aap Se Main Aaj Muskura Diya is one of the masterpieces written by Fasihullah Naqeeb. You can also find the complete poetry collection of Fasihullah Naqeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fasihullah Naqeeb' above.

Huzur Mil Ke Aap Se Main Aaj Muskura Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Huzur Mil Ke Aap Se Main Aaj Muskura Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.