Baadshah-e-waqt Koi Aur Koi Majbur Kyun, Urdu Ghazal By Atima Wasia Jayasi

Baadshah-e-waqt Koi Aur Koi Majbur Kyun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Atima Wasia Jayasi. Baadshah-e-waqt Koi Aur Koi Majbur Kyun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baadshah-e-waqt Koi Aur Koi Majbur Kyun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بادشاہ وقت کوئی اور کوئی مجبور کیوں

فاطمہ وصیہ جائسی

بادشاہ وقت کوئی اور کوئی مجبور کیوں

بن گیا ہے اک زمانے کا یہی دستور کیوں

ہے بقا کے ساتھ تو نام فنا بھی لازمی

آپ اتنی بے ثباتی پر ہوئے مغرور کیوں

دھوپ میں پانی میں سردی میں ہوا کے ساتھ ساتھ

جان اپنی دے رہا ہے آج بھی مزدور کیوں

یہ تو دنیا ہے نہ بدلی ہے نہ بدلے گی کبھی

غور کرنے کے لئے پھر آپ ہیں مجبور کیوں

اپنی شہرت کے لئے اس نے تو کچھ سوچا نہیں

ہو گئی لیکن وصیہؔ کی غزل مشہور کیوں

فاطمہ وصیہ جائسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baadshah-e-waqt Koi Aur Koi Majbur Kyun

Atima Wasia Jayasi

baadshah-e-waqt koi aur koi majbur kyun
bin gaya hai ek zamane ka yahi dastur kyun

hai baqa ke sath to nam-e-fana bhi lazmi
aap itni be-sabaati par hue maghrur kyun

dhup mein pani mein sardi mein hawa ke sath sath
jaan apni de raha hai aaj bhi mazdur kyun

ye to duniya hai na badli hai na badlegi kabhi
ghaur karne ke liye phir aap hain majbur kyun

apni shohrat ke liye us ne to kuchh socha nahin
ho gai lekin 'wasiyya' ki ghazal mashhur kyun

(698) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baadshah-e-waqt Koi Aur Koi Majbur Kyun written by Atima Wasia Jayasi at UrduPoint. Baadshah-e-waqt Koi Aur Koi Majbur Kyun is one of the masterpieces written by Atima Wasia Jayasi. You can also find the complete poetry collection of Atima Wasia Jayasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Atima Wasia Jayasi' above.

Baadshah-e-waqt Koi Aur Koi Majbur Kyun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baadshah-e-waqt Koi Aur Koi Majbur Kyun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.