Jab Payam-e-visal Aata Hai, Urdu Ghazal By Fazal Haq Azimabadi

Jab Payam-e-visal Aata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fazal Haq Azimabadi. Jab Payam-e-visal Aata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Payam-e-visal Aata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب پیام وصال آتا ہے

فضل حق عظیم آبادی

جب پیام وصال آتا ہے

ہجر کا بھی خیال آتا ہے

کاش یہ بات وہ سمجھ پاتے

حسن پر بھی زوال آتا ہے

درد سے آشنا اگر دل ہو

شاعری میں کمال آتا ہے

ان سے اظہار حال کیسے کروں

ذہن میں یہ سوال آتا ہے

ایک حد ہے عروج کی شاہدؔ

بعد اس کے زوال آتا ہے

فضل حق عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Payam-e-visal Aata Hai

Fazal Haq Azimabadi

jab payam-e-visal aata hai
hijr ka bhi KHayal aata hai

kash ye baat wo samajh pate
husn par bhi zawal aata hai

dard se aashna agar dil ho
shaeri mein kamal aata hai

un se izhaar-e-haal kaise karun
zehn mein ye sawal aata hai

ek had hai uruj ki 'shahid'
baad is ke zawal aata hai

(609) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Payam-e-visal Aata Hai written by Fazal Haq Azimabadi at UrduPoint. Jab Payam-e-visal Aata Hai is one of the masterpieces written by Fazal Haq Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Fazal Haq Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fazal Haq Azimabadi' above.

Jab Payam-e-visal Aata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Payam-e-visal Aata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.