Un Ka Andaz-e-bayan Aur Asar To Dekho, Urdu Ghazal By Firoza Yasmeen

Un Ka Andaz-e-bayan Aur Asar To Dekho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Firoza Yasmeen. Un Ka Andaz-e-bayan Aur Asar To Dekho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Un Ka Andaz-e-bayan Aur Asar To Dekho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان کا انداز بیاں اور اثر تو دیکھو

فیروزہ یاسمین

ان کا انداز بیاں اور اثر تو دیکھو

گفتگو کا یہ سلیقہ یہ ہنر تو دیکھو

زخم پر مرہم امید رکھا ہے میں نے

دیکھنے والو مرا زخم جگر تو دیکھو

کہہ رہی ہے مرے کانوں میں گزرتی ہوئی شام

یہ مرا حوصلہ یہ عزم سفر تو دیکھو

آئے تو ہیں مرے نزدیک وہ تھوڑا سا مگر

ان کا بیگانہ سا انداز نظر تو دیکھو

شب تاریک بھی لائی ہے اجالوں کے پیام

چھت پہ پھیلی ہوئی یہ اجلی سحر تو دیکھو

یاسمیںؔ چاند ستاروں سے کہا ہے میں نے

آؤ میرا حسیں بھوپال نگر تو دیکھو

فیروزہ یاسمین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Un Ka Andaz-e-bayan Aur Asar To Dekho

Firoza Yasmeen

un ka andaz-e-bayan aur asar to dekho
guftugu ka ye saliqa ye hunar to dekho

zaKHm par marham-e-ummid rakha hai main ne
dekhne walo mera zaKHm-e-jigar to dekho

kah rahi hai mere kanon mein guzarti hui sham
ye mera hausla ye azm-e-safar to dekho

aae to hain mere nazdik wo thoDa sa magar
un ka begana sa andaz-e-nazar to dekho

shab-e-tarik bhi lai hai ujalon ke payam
chhat pe phaili hui ye ujli sahar to dekho

'yasmin' chand sitaron se kaha hai main ne
aao mera hasin bhopal nagar to dekho

(1117) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Un Ka Andaz-e-bayan Aur Asar To Dekho written by Firoza Yasmeen at UrduPoint. Un Ka Andaz-e-bayan Aur Asar To Dekho is one of the masterpieces written by Firoza Yasmeen. You can also find the complete poetry collection of Firoza Yasmeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Firoza Yasmeen' above.

Un Ka Andaz-e-bayan Aur Asar To Dekho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Un Ka Andaz-e-bayan Aur Asar To Dekho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.