Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta, Urdu Ghazal By George Puech Shor

Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, George Puech Shor. Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رکے ہے آمد و شد میں نفس نہیں چلتا

جارج پیش شور

رکے ہے آمد و شد میں نفس نہیں چلتا

یہی ہے حکم الٰہی تو بس نہیں چلتا

ہوا کے گھوڑے پہ رہتا ہے وہ سوار مدام

کسی کا اس کے برابر فرس نہیں چلتا

گزشتہ سال جو دیکھا وہ اب کے سال نہیں

زمانہ ایک سا بس ہر برس نہیں چلتا

نہیں ہے ٹوٹے کی بوٹی جہان میں پیدا

شکستہ جب ہوا تار نفس نہیں چلتا

جارج پیش شور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta

George Puech Shor

ruke hai aamad-o-shud mein nafas nahin chalta
yahi hai hukm-e-ilahi to bas nahin chalta

hawa ke ghoDe pe rahta hai wo sawar mudam
kisi ka us ke barabar faras nahin chalta

guzishta sal jo dekha wo ab ke sal nahin
zamana ek sa bas har baras nahin chalta

nahin hai TuTe ki buTi jahan mein paida
shikasta jab hua tar-e-nafas nahin chalta

(614) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta written by George Puech Shor at UrduPoint. Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta is one of the masterpieces written by George Puech Shor. You can also find the complete poetry collection of George Puech Shor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of George Puech Shor' above.

Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ruke Hai Aamad-o-shud Mein Nafas Nahin Chalta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.