Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha, Urdu Ghazal By Ghulam Jilani Asghar

Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghulam Jilani Asghar. Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمارا ان کا تعلق جو رسم و راہ کا تھا

غلام جیلانی اصغر

ہمارا ان کا تعلق جو رسم و راہ کا تھا

بس اس میں سارا سلیقہ مرے نباہ کا تھا

تجھے قریب سے دیکھا تو دل نے سوچا ہے

کہ تیرا حسن بھی اک زاویہ نگاہ کا تھا

تجھے تراش کے دل میں سجا لیا میں نے

قصور اس میں مری رفعت نگاہ کا تھا

چلے تھے یوں تو کئی لوگ کوئے جاناں کو

ذرا سا ہم سے مگر اختلاف راہ کا تھا

تری جفا کا خدا سلسلہ دراز کرے

کہ اس سے اپنا تعلق بھی گاہ گاہ کا تھا

غلام جیلانی اصغر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha

Ghulam Jilani Asghar

hamara un ka talluq jo rasm-o-rah ka tha
bas us mein sara saliqa mere nibah ka tha

tujhe qarib se dekha to dil ne socha hai
ki tera husn bhi ek zawiya nigah ka tha

tujhe tarash ke dil mein saja liya main ne
qusur is mein meri rifat-e-nigah ka tha

chale the yun to kai log ku-e-jaanan ko
zara sa hum se magar iKHtilaf rah ka tha

teri jafa ka KHuda silsila daraaz kare
ki us se apna talluq bhi gah gah ka tha

(783) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha written by Ghulam Jilani Asghar at UrduPoint. Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha is one of the masterpieces written by Ghulam Jilani Asghar. You can also find the complete poetry collection of Ghulam Jilani Asghar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghulam Jilani Asghar' above.

Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamara Un Ka Talluq Jo Rasm-o-rah Ka Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.