Ab Ke Bazar Mein Ye Turfa Tamasha Dekha, Urdu Ghazal By Ghulam Jilani Asghar

Ab Ke Bazar Mein Ye Turfa Tamasha Dekha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghulam Jilani Asghar. Ab Ke Bazar Mein Ye Turfa Tamasha Dekha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Ke Bazar Mein Ye Turfa Tamasha Dekha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب کے بازار میں یہ طرفہ تماشا دیکھا

غلام جیلانی اصغر

اب کے بازار میں یہ طرفہ تماشا دیکھا

بیچنے نکلے تو یوسف کا خریدار نہ تھا

دوستو رسم محبت پہ یہ کیا بیت گئی

شہر یاراں میں کوئی شخص سر دار نہ تھا

اور بھی لوگ تھے توفیق وفا رکھتے تھے

ایک میں ہی تو ترے غم کا سزاوار نہ تھا

دل کے کہنے پہ لگا لی ہے وفا کی تہمت

ورنہ جینا تو مجھے باعث آزار نہ تھا

مصلحت کیش بنے بیٹھے ہیں سب اہل وفا

اتنا رسوا تو کبھی عشق کا پندار نہ تھا

تجھ کو چاہا تو کسی اور کو چاہا نہ گیا

میں تو فن کار تھا غالبؔ کا طرفدار نہ تھا

غلام جیلانی اصغر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Ke Bazar Mein Ye Turfa Tamasha Dekha

Ghulam Jilani Asghar

ab ke bazar mein ye turfa tamasha dekha
bechne nikle to yusuf ka KHaridar na tha

dosto rasm-e-mohabbat pe ye kya bait gai
shahr-e-yaran mein koi shaKHs sar-e-dar na tha

aur bhi log the taufiq-e-wafa rakhte the
ek main hi to tere gham ka saza-war na tha

dil ke kahne pe laga li hai wafa ki tohmat
warna jina to mujhe bais-e-azar na tha

maslahat-kesh bane baiThe hain sab ahl-e-wafa
itna ruswa to kabhi ishq ka pindar na tha

tujh ko chaha to kisi aur ko chaha na gaya
main to fankar tha 'ghaalib' ka taraf-dar na tha

(1125) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Ke Bazar Mein Ye Turfa Tamasha Dekha written by Ghulam Jilani Asghar at UrduPoint. Ab Ke Bazar Mein Ye Turfa Tamasha Dekha is one of the masterpieces written by Ghulam Jilani Asghar. You can also find the complete poetry collection of Ghulam Jilani Asghar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghulam Jilani Asghar' above.

Ab Ke Bazar Mein Ye Turfa Tamasha Dekha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Ke Bazar Mein Ye Turfa Tamasha Dekha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.