Muntazir Aankhen Hain Meri Sham Se, Urdu Ghazal By Govind Gulshan

Muntazir Aankhen Hain Meri Sham Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Govind Gulshan. Muntazir Aankhen Hain Meri Sham Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Muntazir Aankhen Hain Meri Sham Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

منتظر آنکھیں ہیں میری شام سے

گووند گلشن

منتظر آنکھیں ہیں میری شام سے

شمع روشن ہے تمہارے نام سے

چھین لیتا ہے سکوں شہرت کا شوق

اس لیے ہم رہ گئے گمنام سے

سچ کی خاطر جان جاتی ہے تو جائے

ہم نہیں ڈرتے کسی انجام سے

اپنے من کی بات اب کس سے کہوں

آئنہ ناراض ہے کل شام سے

کیا عجب دنیا ہے یہ دنیا یہاں

لوگ ملتے ہیں مگر بس کام سے

ایسا کچھ ہو جائے دل ٹوٹے نہیں

سوچیے گا آپ بھی آرام سے

مجھ سے پوچھو آنسوؤں کی برکتیں

مطمئن ہوں رنج و غم آلام سے

گووند گلشن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Muntazir Aankhen Hain Meri Sham Se

Govind Gulshan

muntazir aankhen hain meri sham se
shama raushan hai tumhaare nam se

chhin leta hai sukun shohrat ka shauq
is liye hum rah gae gumnam se

sach ki KHatir jaan jati hai to jae
hum nahin Darte kisi anjam se

apne man ki baat ab kis se kahun
aaina naraaz hai kal sham se

kya ajab duniya hai ye duniya yahan
log milte hain magar bas kaam se

aisa kuchh ho jae dil TuTe nahin
sochiyega aap bhi aaram se

mujh se puchho aansuon ki barkaten
mutmain hun ranj-o-gham aalam se

(1112) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Muntazir Aankhen Hain Meri Sham Se written by Govind Gulshan at UrduPoint. Muntazir Aankhen Hain Meri Sham Se is one of the masterpieces written by Govind Gulshan. You can also find the complete poetry collection of Govind Gulshan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Govind Gulshan' above.

Muntazir Aankhen Hain Meri Sham Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Muntazir Aankhen Hain Meri Sham Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.