Aankhon Ka KHuda Hi Hai Ye Aansu Ki Hai Gar Mauj, Urdu Ghazal By Gulam Yahya Huzur Azimabadi

Aankhon Ka KHuda Hi Hai Ye Aansu Ki Hai Gar Mauj is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Gulam Yahya Huzur Azimabadi. Aankhon Ka KHuda Hi Hai Ye Aansu Ki Hai Gar Mauj comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Ka KHuda Hi Hai Ye Aansu Ki Hai Gar Mauj on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں کا خدا ہی ہے یہ آنسو کی ہے گر موج

غلام یحییٰ حضورعظیم آبادی

آنکھوں کا خدا ہی ہے یہ آنسو کی ہے گر موج

کشتی بچے کیوں کر جو رہے آٹھ پہر موج

اے بحر نہ تو اتنا امنڈ چل مرے آگے

رو رو کے ڈبا دوں گا کبھی آ گئی گر موج

پہنچا نہیں گر تیرا قدم تا لب دریا

ساحل سے پٹک سر کو ہے کیوں خاک بہ سر موج

گر عالم آب اس کا کمیں گاہ نہیں ہے

کیوں طائر بسمل کی طرح مارے ہے پر موج

اٹھتے نہیں ساحل کی مثال اپنے مکاں سے

دریا کی طرح مارتے ہیں اپنے ہی گھر موج

کیا پوچھتے ہو اشک کے دریا کا تلاطم

جاتی ہے نظر جس طرف آتی ہے نظر موج

گر نہیں ہے حضورؔ اوس کو ہوس دید کی اس کے

کیوں کھولے حبابوں سے ہے یوں دیدۂ تر موج

غلام یحییٰ حضورعظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Ka KHuda Hi Hai Ye Aansu Ki Hai Gar Mauj

Gulam Yahya Huzur Azimabadi

aankhon ka KHuda hi hai ye aansu ki hai gar mauj
kashti bache kyunkar jo rahe aaTh pahar mauj

ai bahr na tu itna umanD chal mere aage
ro ro ke Duba dunga kabhi aa gai gar mauj

pahuncha nahin gar tera qadam ta-lab-e-dariya
sahil se paTak sar ko hai kyun KHak-ba-sar mauj

gar aalam-e-ab is ka kamin-gah nahin hai
kyun tair-e-bismil ki tarah mare hai par mauj

uThte nahin sahil ki misal apne makan se
dariya ki tarah marte hain apne hi ghar mauj

kya puchhte ho ashk ke dariya ka talatum
jati hai nazar jis taraf aati hai nazar mauj

gar nahin hai 'huzur' us ko hawas did ki us ke
kyun khole hababon se hai yun dida-e-tar mauj

(423) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Gulam Yahya Huzur Azimabadi Poetry

You can read Aankhon Ka KHuda Hi Hai Ye Aansu Ki Hai Gar Mauj written by Gulam Yahya Huzur Azimabadi at UrduPoint. Aankhon Ka KHuda Hi Hai Ye Aansu Ki Hai Gar Mauj is one of the masterpieces written by Gulam Yahya Huzur Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Gulam Yahya Huzur Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Gulam Yahya Huzur Azimabadi' above.

Aankhon Ka KHuda Hi Hai Ye Aansu Ki Hai Gar Mauj is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Ka KHuda Hi Hai Ye Aansu Ki Hai Gar Mauj, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.