Be-qarari Si Be-qarari Hai, Urdu Ghazal By Haatif Aarifi Fatehpuri

Be-qarari Si Be-qarari Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haatif Aarifi Fatehpuri. Be-qarari Si Be-qarari Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-qarari Si Be-qarari Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے قراری سی بے قراری ہے

ہاتف عارفی فتحپوری

بے قراری سی بے قراری ہے

سانس لینا بھی اب تو بھاری ہے

موت کو کس لئے کریں بدنام

زندگی زندگی سے ہاری ہے

آدمی اس سے بچ نہیں سکتا

وقت سب سے بڑا شکاری ہے

کیا ہوا گر نہیں خوشی اپنی

غم کی جاگیر تو ہماری ہے

شکل اپنی نہ دیکھیے اس میں

آئنہ جو چمک سے عاری ہے

شام کے رنج کو بھی یاد رکھے

چڑھتے سورج کا جو پجاری ہے

گلستاں آپ کا سہی لیکن

زندگی کس نے اس پہ واری ہے

ہاتف عارفی فتحپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-qarari Si Be-qarari Hai

Haatif Aarifi Fatehpuri

be-qarari si be-qarari hai
sans lena bhi ab to bhaari hai

maut ko kis liye karen badnam
zindagi zindagi se haari hai

aadmi is se bach nahin sakta
waqt sab se baDa shikari hai

kya hua gar nahin KHushi apni
gham ki jagir to hamari hai

shakl apni na dekhiye is mein
aaina jo chamak se aari hai

sham ke ranj ko bhi yaad rakhe
chaDhte suraj ka jo pujari hai

gulsitan aap ka sahi lekin
zindagi kis ne us pe wari hai

(590) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-qarari Si Be-qarari Hai written by Haatif Aarifi Fatehpuri at UrduPoint. Be-qarari Si Be-qarari Hai is one of the masterpieces written by Haatif Aarifi Fatehpuri. You can also find the complete poetry collection of Haatif Aarifi Fatehpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haatif Aarifi Fatehpuri' above.

Be-qarari Si Be-qarari Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-qarari Si Be-qarari Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.