Jis Ki Jaanib Tu Ek Nazar Dekhe, Urdu Ghazal By Haatif Aarifi Fatehpuri

Jis Ki Jaanib Tu Ek Nazar Dekhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haatif Aarifi Fatehpuri. Jis Ki Jaanib Tu Ek Nazar Dekhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ki Jaanib Tu Ek Nazar Dekhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس کی جانب تو اک نظر دیکھے

ہاتف عارفی فتحپوری

جس کی جانب تو اک نظر دیکھے

خواب تیرے وہ عمر بھر دیکھے

چین پایا کہیں نہ اس دل نے

گھوم کر ہم نے سو نگر دیکھے

داغ مانا ہیں میرے دامن پر

اپنا چہرہ بھی وہ مگر دیکھے

زہر دیتے رہے مریضوں کو

ہم نے ایسے بھی چارہ گر دیکھے

لطف چاہے جو کوئی جینے کا

اس کی محفل میں بیٹھ کر دیکھے

وہ ہی دن بھر رہا خیالوں میں

خواب تھے جس کے رات بھر دیکھے

حسن بکھرا ہے چار سو ان کا

چشم ہاتفؔ کدھر کدھر دیکھے

ہاتف عارفی فتحپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ki Jaanib Tu Ek Nazar Dekhe

Haatif Aarifi Fatehpuri

jis ki jaanib tu ek nazar dekhe
KHwab tere wo umr bhar dekhe

chain paya kahin na is dil ne
ghum kar hum ne sau nagar dekhe

dagh mana hain mere daman par
apna chehra bhi wo magar dekhe

zahr dete rahe marizon ko
hum ne aise bhi chaaragar dekhe

lutf chahe jo koi jine ka
us ki mahfil mein baiTh kar dekhe

wo hi din bhar raha KHayalon mein
KHwab the jis ke raat bhar dekhe

husn bikhra hai chaar-su un ka
chashm-e-'hatif' kidhar kidhar dekhe

(330) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Ki Jaanib Tu Ek Nazar Dekhe written by Haatif Aarifi Fatehpuri at UrduPoint. Jis Ki Jaanib Tu Ek Nazar Dekhe is one of the masterpieces written by Haatif Aarifi Fatehpuri. You can also find the complete poetry collection of Haatif Aarifi Fatehpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haatif Aarifi Fatehpuri' above.

Jis Ki Jaanib Tu Ek Nazar Dekhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ki Jaanib Tu Ek Nazar Dekhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.