Ab Talak Tund Hawaon Ka Asar Baqi Hai, Urdu Ghazal By Habab Hashmi

Ab Talak Tund Hawaon Ka Asar Baqi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Habab Hashmi. Ab Talak Tund Hawaon Ka Asar Baqi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Talak Tund Hawaon Ka Asar Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تلک تند ہواؤں کا اثر باقی ہے

حباب ہاشمی

اب تلک تند ہواؤں کا اثر باقی ہے

اک چراغ اور سر راہ گزر باقی ہے

وہ ہماری نہیں سنتا تو گلہ ہے کیسا

اب کہاں اپنی دعاؤں میں اثر باقی ہے

دل میں باقی ہیں فقط چند لہو کے قطرے

اب مرے پاس یہی زاد سفر باقی ہے

پھر بنا لیں گے اسی جا پہ نشیمن اپنا

آشیاں جس پہ تھا وہ شاخ شجر باقی ہے

معصیت اشک ندامت سے بھی دھل جاتی ہے

مطمئن ہوں کہ ابھی دیدۂ تر باقی ہے

جب وہ چاہے مجھے دو نیم کرے آ کے حبابؔ

دست قاتل میں یہی ایک ہنر باقی ہے

حباب ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Talak Tund Hawaon Ka Asar Baqi Hai

Habab Hashmi

ab talak tund hawaon ka asar baqi hai
ek charagh aur sar-e-rahguzar baqi hai

wo hamari nahin sunta to gila hai kaisa
ab kahan apni duaon mein asar baqi hai

dil mein baqi hain faqat chand lahu ke qatre
ab mere pas yahi zad-e-safar baqi hai

phir bana lenge usi ja pe nasheman apna
aashiyan jis pe tha wo shaKH-e-shajar baqi hai

masiyat ashk nadamat se bhi dhul jati hai
mutmain hun ki abhi dida-e-tar baqi hai

jab wo chahe mujhe do-nim kare aa ke 'habab'
dast-e-qatil mein yahi ek hunar baqi hai

(574) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Talak Tund Hawaon Ka Asar Baqi Hai written by Habab Hashmi at UrduPoint. Ab Talak Tund Hawaon Ka Asar Baqi Hai is one of the masterpieces written by Habab Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Habab Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Habab Hashmi' above.

Ab Talak Tund Hawaon Ka Asar Baqi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Talak Tund Hawaon Ka Asar Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.