Aashiyan Tha Humse Hum The Aashiyane Ke Liye, Urdu Ghazal By Habibur Rahman Siddiqui

Aashiyan Tha Humse Hum The Aashiyane Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Habibur Rahman Siddiqui. Aashiyan Tha Humse Hum The Aashiyane Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aashiyan Tha Humse Hum The Aashiyane Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آشیاں تھا ہم سے ہم تھے آشیانے کے لئے

حبیب الرحمن صدیقی

آشیاں تھا ہم سے ہم تھے آشیانے کے لئے

روئیے کیا اب قفس میں اس زمانے کے لئے

کار فرما ہیں نیاز عشق کی مجبوریاں

سجدے لے کر میں چلا تھا آستانہ کے لئے

کشمکش میں ہے حیات و موت کی جان حزیں

آپ آ جائیں ذرا قصہ چکانے کے لئے

کوئی ہوتا ہے خریدار متاع اہل دل

دولت دارین لاتے ہیں لٹانے کے لئے

ہو قفس کی تیلیوں پر بھی نگاہ لطف برق

کیا نشیمن ہی کے تنکے تھے جلانے کے لئے

حبیب الرحمن صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aashiyan Tha Humse Hum The Aashiyane Ke Liye

Habibur Rahman Siddiqui

aashiyan tha hum se hum the aashiyane ke liye
roiye kya ab qafas mein is zamane ke liye

kar-farma hain niyaz-e-ishq ki majburiyan
sajde le kar main chala tha aastane ke liye

kashmakash mein hai hayat-o-maut ki jaan-e-hazin
aap aa jaen zara qissa chukane ke liye

koi hota hai KHaridar-e-mataa-e-ahl-e-dil
daulat-e-darain late hain luTane ke liye

ho qafas ki tiliyon par bhi nigah-e-lutf-e-barq
kya nasheman hi ke tinke the jalane ke liye

(882) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aashiyan Tha Humse Hum The Aashiyane Ke Liye written by Habibur Rahman Siddiqui at UrduPoint. Aashiyan Tha Humse Hum The Aashiyane Ke Liye is one of the masterpieces written by Habibur Rahman Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Habibur Rahman Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Habibur Rahman Siddiqui' above.

Aashiyan Tha Humse Hum The Aashiyane Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aashiyan Tha Humse Hum The Aashiyane Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.