Dekh Kar Shama Ke Aaghosh Mein Parwane Ko, Urdu Ghazal By Hadi Machlishahri

Dekh Kar Shama Ke Aaghosh Mein Parwane Ko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hadi Machlishahri. Dekh Kar Shama Ke Aaghosh Mein Parwane Ko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekh Kar Shama Ke Aaghosh Mein Parwane Ko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھ کر شمع کے آغوش میں پروانے کو

ہادی مچھلی شہری

دیکھ کر شمع کے آغوش میں پروانے کو

دل نے بھی چھیڑ دیا شوق کے افسانے کو

ذرے ذرے سے گلستاں میں برستی ہے بہار

کون ایسے میں سنبھالے ترے دیوانے کو

طور نے جس سے حیات ابدی پائی ہے

لاؤ دہراؤں میں پھر سے اسی افسانے کو

دل سرشار مرا چشم سیہ مست تری

جذبہ ٹکرا دے نہ پیمانے سے پیمانے کو

صبح کو دیکھ لے اس شمع کا انجام کوئی

جس نے پھونکا شب امید میں پروانے کو

ہادی مچھلی شہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekh Kar Shama Ke Aaghosh Mein Parwane Ko

Hadi Machlishahri

dekh kar shama ke aaghosh mein parwane ko
dil ne bhi chheD diya shauq ke afsane ko

zarre zarre se gulistan mein barasti hai bahaar
kaun aise mein sambhaale tere diwane ko

tur ne jis se hayat-e-abadi pai hai
lao dohraun main phir se isi afsane ko

dil-e-sarshaar mera chashm-e-siyah-mast teri
jazba Takra de na paimane se paimane ko

subh ko dekh le is shama ka anjam koi
jis ne phunka shab-e-ummid mein parwane ko

(786) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekh Kar Shama Ke Aaghosh Mein Parwane Ko written by Hadi Machlishahri at UrduPoint. Dekh Kar Shama Ke Aaghosh Mein Parwane Ko is one of the masterpieces written by Hadi Machlishahri. You can also find the complete poetry collection of Hadi Machlishahri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hadi Machlishahri' above.

Dekh Kar Shama Ke Aaghosh Mein Parwane Ko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekh Kar Shama Ke Aaghosh Mein Parwane Ko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.