Dard Sa UTh Ke Na Rah Jae Kahin Dil Ke Qarib, Urdu Ghazal By Hadi Machlishahri

Dard Sa UTh Ke Na Rah Jae Kahin Dil Ke Qarib is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hadi Machlishahri. Dard Sa UTh Ke Na Rah Jae Kahin Dil Ke Qarib comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Sa UTh Ke Na Rah Jae Kahin Dil Ke Qarib on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد سا اٹھ کے نہ رہ جائے کہیں دل کے قریب

ہادی مچھلی شہری

درد سا اٹھ کے نہ رہ جائے کہیں دل کے قریب

میری کشتی نہ کہیں غرق ہو ساحل کے قریب

وجد میں روح ہے اور رقص میں ہے پائے طلب

دیکھیے حال مرے شوق کا منزل کے قریب

رہ گیا تھا جو کبھی پائے طلب میں چبھ کر

اب وہی خار تمنا ہے رگ دل کے قریب

اب وہ پیری میں کہاں عہد جوانی کی امنگ

رنگ موجوں کا بدل جاتا ہے ساحل کے قریب

جذبۂ شوق بھی کچھ کام نہ آیا ہادیؔ

ناتوانی نے بٹھایا مجھے منزل کے قریب

ہادی مچھلی شہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Sa UTh Ke Na Rah Jae Kahin Dil Ke Qarib

Hadi Machlishahri

dard sa uTh ke na rah jae kahin dil ke qarib
meri kashti na kahin gharq ho sahil ke qarib

wajd mein ruh hai aur raqs mein hai pa-e-talab
dekhiye haal mere shauq ka manzil ke qarib

rah gaya tha jo kabhi pa-e-talab mein chubh kar
ab wahi KHar-e-tamanna hai rag-e-dil ke qarib

ab wo piri mein kahan ahd-e-jawani ki umang
rang maujon ka badal jaata hai sahil ke qarib

jazba-e-shauq bhi kuchh kaam na aaya 'hadi'
na-tawani ne biThaya mujhe manzil ke qarib

(739) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Sa UTh Ke Na Rah Jae Kahin Dil Ke Qarib written by Hadi Machlishahri at UrduPoint. Dard Sa UTh Ke Na Rah Jae Kahin Dil Ke Qarib is one of the masterpieces written by Hadi Machlishahri. You can also find the complete poetry collection of Hadi Machlishahri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hadi Machlishahri' above.

Dard Sa UTh Ke Na Rah Jae Kahin Dil Ke Qarib is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Sa UTh Ke Na Rah Jae Kahin Dil Ke Qarib, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.