Be-numud Dard Ki Numaish Kyon, Urdu Ghazal By Hafeez Jauhar

Be-numud Dard Ki Numaish Kyon is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hafeez Jauhar. Be-numud Dard Ki Numaish Kyon comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-numud Dard Ki Numaish Kyon on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے نمود درد کی نمائش کیوں

حفیظ جوہر

بے نمود درد کی نمائش کیوں

دل سے کرتی ہے آنکھ سازش کیوں

غم جو لکھا ہوا ہے چہرے پہ

کوئی پڑھ لے تو اس سے رنجش کیوں

وہ جو ہر زاویے سے دل میں ہے

اس کو پھر دیکھنے کی خواہش کیوں

خواب تازہ جگائے آنکھوں میں

ہم پہ موسم کی یہ نوازش کیوں

سب کو اپنے ہی کام تھے اس سے

کوئی کرتا مری سفارش کیوں

حفیظ جوہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-numud Dard Ki Numaish Kyon

Hafeez Jauhar

be-numud dard ki numaish kyon
dil se karti hai aankh sazish kyon

gham jo likkha hua hai chehre pe
koi paDh le to us se ranjish kyon

wo jo har zawiye se dil mein hai
us ko phir dekhne ki KHwahish kyon

KHwab-e-taza jagae aankhon mein
hum pe mausam ki ye nawazish kyon

sab ko apne hi kaam the us se
koi karta meri sifarish kyon

(831) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-numud Dard Ki Numaish Kyon written by Hafeez Jauhar at UrduPoint. Be-numud Dard Ki Numaish Kyon is one of the masterpieces written by Hafeez Jauhar. You can also find the complete poetry collection of Hafeez Jauhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hafeez Jauhar' above.

Be-numud Dard Ki Numaish Kyon is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-numud Dard Ki Numaish Kyon, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.