Un Ke HonTon Ka Wo Andaz Kahin Uf Jaise, Urdu Ghazal By Hafeez Momin

Un Ke HonTon Ka Wo Andaz Kahin Uf Jaise is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hafeez Momin. Un Ke HonTon Ka Wo Andaz Kahin Uf Jaise comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Un Ke HonTon Ka Wo Andaz Kahin Uf Jaise on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان کے ہونٹوں کا وہ انداز کہیں اف جیسے

حفیظ مومن

ان کے ہونٹوں کا وہ انداز کہیں اف جیسے

اور تصویر مصور کا تصوف جیسے

اتنے ٹھہراؤ سے وہ بات کیا کرتے ہیں

ایک سے دوسرے سجدے میں توقف جیسے

اس طرح خود کو زمانے سے بچا رکھا ہے

ان کو منظور نہیں خود میں تصرف جیسے

یوں ہوا آ کے مرے در سے پلٹ جاتی ہے

کچھ بتانے میں ہو ظالم کو تکلف جیسے

ہر طرف شور ہے خاموش کھڑا ہے کوئی

ہو رہا ہو اسے ہونے کا تأسف جیسے

اس طرح وقت نے بدنام کیا ہے مومنؔ

کوئی محفل میں کراتا ہو تعارف جیسے

حفیظ مومن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Un Ke HonTon Ka Wo Andaz Kahin Uf Jaise

Hafeez Momin

un ke honTon ka wo andaz kahin uf jaise
aur taswir musawwir ka tasawwuf jaise

itne Thahraw se wo baat kiya karte hain
ek se dusre sajde mein tawaqquf jaise

is tarah KHud ko zamane se bacha rakha hai
un ko manzur nahin KHud mein tasarruf jaise

yun hua aa ke mere dar se palaT jati hai
kuchh batane mein ho zalim ko takalluf jaise

har taraf shor hai KHamosh khaDa hai koi
ho raha ho use hone ka tassuf jaise

is tarah waqt ne badnam kiya hai 'momin'
koi mahfil mein karaata ho taaruf jaise

(805) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Un Ke HonTon Ka Wo Andaz Kahin Uf Jaise written by Hafeez Momin at UrduPoint. Un Ke HonTon Ka Wo Andaz Kahin Uf Jaise is one of the masterpieces written by Hafeez Momin. You can also find the complete poetry collection of Hafeez Momin by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hafeez Momin' above.

Un Ke HonTon Ka Wo Andaz Kahin Uf Jaise is a widely read Urdu Ghazal. If you like Un Ke HonTon Ka Wo Andaz Kahin Uf Jaise, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.