Dil Mera Muztar Bahut Paiham Raha, Urdu Ghazal By Hajra Noor Zaryab

Dil Mera Muztar Bahut Paiham Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hajra Noor Zaryab. Dil Mera Muztar Bahut Paiham Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Mera Muztar Bahut Paiham Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل مرا مضطر بہت پیہم رہا

ہاجرہ نور زریاب

دل مرا مضطر بہت پیہم رہا

زندگی میں جب مسلسل غم رہا

مہرباں تھا کچھ تصور اس طرح

ہجر میں بھی وصل کا عالم رہا

منزلیں اس کا مقدر بن گئیں

عزم جس انسان کا محکم رہا

کس طرف لے آئی ہے یہ زندگی

وقت ہم پر مہرباں کم کم رہا

پھر کسی کے تلخ لہجہ کے سبب

یہ چراغ آرزو مدھم رہا

قہقہوں کے ساتھ آنسو تھے رواں

رات وحشت میں عجب عالم رہا

جب بھی دیکھا آئنہ زریابؔ نے

عکس ماضی کا بہت مدھم رہا

ہاجرہ نور زریاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Mera Muztar Bahut Paiham Raha

Hajra Noor Zaryab

dil mera muztar bahut paiham raha
zindagi mein jab musalsal gham raha

mehrban tha kuchh tasawwur is tarah
hijr mein bhi wasl ka aalam raha

manzilen us ka muqaddar ban gain
azm jis insan ka mohkam raha

kis taraf le aai hai ye zindagi
waqt hum par mehrban kam-kam raha

phir kisi ke talKH lahje ke sabab
ye charagh-e-arzu maddham raha

qahqahon ke sath aansu the rawan
raat wahshat mein ajab aalam raha

jab bhi dekha aaina 'zaryab' ne
aks mazi ka bahut maddham raha

(568) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Mera Muztar Bahut Paiham Raha written by Hajra Noor Zaryab at UrduPoint. Dil Mera Muztar Bahut Paiham Raha is one of the masterpieces written by Hajra Noor Zaryab. You can also find the complete poetry collection of Hajra Noor Zaryab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hajra Noor Zaryab' above.

Dil Mera Muztar Bahut Paiham Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Mera Muztar Bahut Paiham Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.