Dard Ko Rahne Bhi De Dil Mein Dawa Ho Jaegi, Urdu Ghazal By Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida

Dard Ko Rahne Bhi De Dil Mein Dawa Ho Jaegi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida. Dard Ko Rahne Bhi De Dil Mein Dawa Ho Jaegi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Ko Rahne Bhi De Dil Mein Dawa Ho Jaegi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد کو رہنے بھی دے دل میں دوا ہو جائے گی

حکیم محمد اجمل خاں شیدا

درد کو رہنے بھی دے دل میں دوا ہو جائے گی

موت آئے گی تو اے ہمدم شفا ہو جائے گی

ہوگی جب نالوں کی اپنے زیر گردوں بازگشت

میرے درد دل کی شہرت جا بجا ہو جائے گی

کوئے جاناں میں اسے ہے سجدہ ریزی کا جو شوق

میری پیشانی رہین نقش پا ہو جائے گی

کاکل پیچاں ہٹا کر رخ سے آؤ سامنے

پردہ دار حسن محفل میں ضیا ہو جائے گی

جب یہ سمجھوں گا کہ میری زیست ہے ممنون مرگ

موت میری زندگی کا آسرا ہو جائے گی

انتظار وصل کرنا عمر بھر ممکن تو ہے

گو نہیں معلوم حالت کیا سے کیا ہو جائے گی

محتسب اور ہم ہیں دونوں متفق اس باب میں

برملا جو مے کشی ہو بے ریا ہو جائے گی

میں ابھی سے جان دے دوں گا جو راہ عشق میں

انتہا مجنوں کی میری ابتدا ہو جائے گی

فاش راز دل نہیں کرتا مگر یہ ڈر تو ہے

بے خودی میں آہ لب سے آشنا ہو جائے گی

باریاب خواب گاہ ناز ہونے دو اسے

ان کی زلفوں میں پریشاں خود صبا ہو جائے گی

مقصد الفت کو کر لو پہلے شیداؔ دل نشیں

ورنہ ہر آہ و فغاں بے مدعا ہو جائے گی

حکیم محمد اجمل خاں شیدا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Ko Rahne Bhi De Dil Mein Dawa Ho Jaegi

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida

dard ko rahne bhi de dil mein dawa ho jaegi
maut aaegi to ai hamdam shifa ho jaegi

hogi jab nalon ki apne zer gardun baz-gasht
mere dard-e-dil ki shohrat ja-ba-ja ho jaegi

ku-e-jaanan mein use hai sajda-rezi ka jo shauq
meri peshani rahin-e-naqsh-e-pa ho jaegi

kakul-e-pechan haTa kar ruKH se aao samne
parda-dar-e-husn mahfil mein ziya ho jaegi

jab ye samjhunga ki meri zist hai mamnun-e-marg
maut meri zindagi ka aasra ho jaegi

intizar-e-wasl karna umr bhar mumkin to hai
go nahin malum haalat kya se kya ho jaegi

mohtasib aur hum hain donon muttafiq is bab mein
barmala jo mai-kashi ho be-riya ho jaegi

main abhi se jaan de dunga jo rah-e-ishq mein
intiha majnun ki meri ibtida ho jaegi

fash raaz-e-dil nahin karta magar ye Dar to hai
be-KHudi mein aah lab se aashna ho jaegi

baryab-e-KHwab-gah-e-naz hone do use
un ki zulfon mein pareshan KHud saba ho jaegi

maqsad-e-ulfat ko kar lo pahle 'shaida' dil-nashin
warna har aah-o-fughan be-muddaa ho jaegi

(1024) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Poetry

مریض عشق کی جز مرگ دنیا میں دوا کیوں ہو

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Mariz-e-ishq Ki Juz-marg Duniya Mein Dawa Kyun Ho

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

بھلا تو اور گھر آئے مرے کیوں کر یقیں کر لوں (ردیف .. و)

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Bhala Tu Aur Ghar Aae Mere Kyun-kar Yaqin Kar Lun

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

تعصب بر طرف مسجد ہو یا ہو کوئے بت خانہ (ردیف .. ی)

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Tassub Bar-taraf Masjid Ho Ya Ho Ku-e-but-khana

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

گداز دل سے پروانہ ہوا خاک

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Gudaz-e-dil Se Parwana Hua Khak

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

درد کو رہنے بھی دے دل میں دوا ہو جائے گی

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Dard Ko Rahne Bhi De Dil Mein Dawa Ho Jaegi

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

چرچا ہمارا عشق نے کیوں جا بہ جا کیا

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Charcha Hamara Ishq Ne Kyun Ja-ba-ja Kiya

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

کچھ بات ہی تھی ایسی کہ تھامے جگر گئے

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Kuchh Baat Hi Thi Aisi Ki Thame Jigar Gae

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

رخسار پر ہے رنگ حیا کا فروغ آج (ردیف .. ے)

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Rukhsar Par Hai Rang-e-haya Ka Farogh Aaj

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

You can read Dard Ko Rahne Bhi De Dil Mein Dawa Ho Jaegi written by Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida at UrduPoint. Dard Ko Rahne Bhi De Dil Mein Dawa Ho Jaegi is one of the masterpieces written by Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida. You can also find the complete poetry collection of Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida' above.

Dard Ko Rahne Bhi De Dil Mein Dawa Ho Jaegi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Ko Rahne Bhi De Dil Mein Dawa Ho Jaegi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.