Mariz-e-ishq Ki Juz-marg Duniya Mein Dawa Kyun Ho, Urdu Ghazal By Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida

Mariz-e-ishq Ki Juz-marg Duniya Mein Dawa Kyun Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida. Mariz-e-ishq Ki Juz-marg Duniya Mein Dawa Kyun Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mariz-e-ishq Ki Juz-marg Duniya Mein Dawa Kyun Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مریض عشق کی جز مرگ دنیا میں دوا کیوں ہو

حکیم محمد اجمل خاں شیدا

مریض عشق کی جز مرگ دنیا میں دوا کیوں ہو

اگر جاں ہو عزیز اپنی تو جاناں پر فدا کیوں ہو

اٹھے جو آگ سینہ سے دبا دوں اس کو اشکوں سے

شب ہجراں میں نالہ سے مرا لب آشنا کیوں ہو

ملو خلوت میں اور دو تم مجھے درس شکیبائی

کرم تم میں نہ ہو تو دل مرا صبر آزما کیوں ہو

چلے جب تک زباں جاری ہو اس پر داستان غم

توانائی ترے بیمار کی صرف دعا کیوں ہو

بھلا تو اور گھر آئے مرے کیوں کر یقیں کر لوں

تخیل کیوں نہ ہو میرا تری آواز پا کیوں ہو

اگر بخت رسا نے رہبری کی تیری خلوت تک

تو پھر دست تمنا رہن دامان قبا کیوں ہو

مرے خوں اور حنا میں دیر سے باہم رقابت ہے

نہ ہو گر رنگ خوں پا میں تو پھر رنگ حنا کیوں ہو

قیامت ایک دن آئی ہے اس میں شک نہیں شیداؔ

کھڑا ہو بزم سے جب وہ قیامت پھر بپا کیوں ہو

حکیم محمد اجمل خاں شیدا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mariz-e-ishq Ki Juz-marg Duniya Mein Dawa Kyun Ho

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida

mariz-e-ishq ki juz-marg duniya mein dawa kyun ho
agar jaan ho aziz apni to jaanan par fida kyun ho

uThe jo aag sine se daba dun us ko ashkon se
shab-e-hijran mein nala se mera lab aashna kyun ho

milo KHalwat mein aur do tum mujhe dars-e-shakebai
karam tum mein na ho to dil mera sabr-azma kyun ho

chale jab tak zaban jari ho us par dastan-e-gham
tawanai tere bimar ki sarf-e-dua kyun ho

bhala tu aur ghar aae mere kyun-kar yaqin kar lun
taKHayyul kyun na ho mera teri aawaz-e-pa kyun ho

agar baKHt-e-rasa ne rahbari ki teri KHalwat tak
to phir dast-e-tamanna rehn-e-daman-e-qaba kyun ho

mere KHun aur hina mein der se baham raqabat hai
na ho gar rang-e-KHun pa mein to phir rang-e-hina kyun ho

qayamat ek din aai hai is mein shak nahin 'shaida'
khaDa ho bazm se jab wo qayamat phir bapa kyun ho

(820) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mariz-e-ishq Ki Juz-marg Duniya Mein Dawa Kyun Ho written by Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida at UrduPoint. Mariz-e-ishq Ki Juz-marg Duniya Mein Dawa Kyun Ho is one of the masterpieces written by Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida. You can also find the complete poetry collection of Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida' above.

Mariz-e-ishq Ki Juz-marg Duniya Mein Dawa Kyun Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mariz-e-ishq Ki Juz-marg Duniya Mein Dawa Kyun Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.