Phir Kisi Yaad Ka Darwaza Khula Aahista, Urdu Ghazal By Hameed Almas

Phir Kisi Yaad Ka Darwaza Khula Aahista is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hameed Almas. Phir Kisi Yaad Ka Darwaza Khula Aahista comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir Kisi Yaad Ka Darwaza Khula Aahista on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر کسی یاد کا دروازہ کھلا آہستہ

حمید الماس

پھر کسی یاد کا دروازہ کھلا آہستہ

کون آتا ہے چلا آئے ذرا آہستہ

دم زدن میں نہیں جائے گی بہار گلشن

آبلے پھوٹیں گے اے آبلہ پا آہستہ

بات وہ صاف ہی کب تھی جو سمجھ میں آتی

مجھ سے کچھ کہتی رہی چشم حیا آہستہ

شام ہے ایک ستارہ ہے سر چرخ وفا

مانگ اس وقت کوئی دل سے دعا آہستہ

ہائے اس شخص پہ کیا جانیے کیا گزری تھی

باتوں باتوں میں ترے گھر سے اٹھا آہستہ

ہجر کی رات ہے پچھلے کا سماں ہے الماسؔ

درد آہستہ ذرا باد صبا آہستہ

حمید الماس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir Kisi Yaad Ka Darwaza Khula Aahista

Hameed Almas

phir kisi yaad ka darwaza khula aahista
kaun aata hai chala aae zara aahista

dam-zadan mein nahin jaegi bahaar-e-gulshan
aable phuTenge ai aabla-pa aahista

baat wo saf hi kab thi jo samajh mein aati
mujh se kuchh kahti rahi chashm-e-haya aahista

sham hai ek sitara hai sar-e-charKH-e-wafa
mang us waqt koi dil se dua aahista

hae us shaKHs pe kya jaaniye kya guzri thi
baaton baaton mein tere ghar se uTha aahista

hijr ki raat hai pichhle ka saman hai 'almas'
dard aahista zara baad-e-saba aahista

(670) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir Kisi Yaad Ka Darwaza Khula Aahista written by Hameed Almas at UrduPoint. Phir Kisi Yaad Ka Darwaza Khula Aahista is one of the masterpieces written by Hameed Almas. You can also find the complete poetry collection of Hameed Almas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hameed Almas' above.

Phir Kisi Yaad Ka Darwaza Khula Aahista is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir Kisi Yaad Ka Darwaza Khula Aahista, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.