Chura Ke Mere Taq Se Kitab Koi Le Gaya, Urdu Ghazal By Hameed Almas

Chura Ke Mere Taq Se Kitab Koi Le Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hameed Almas. Chura Ke Mere Taq Se Kitab Koi Le Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chura Ke Mere Taq Se Kitab Koi Le Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چرا کے میرے طاق سے کتاب کوئی لے گیا

حمید الماس

چرا کے میرے طاق سے کتاب کوئی لے گیا

مری تمام عمر کا حساب کوئی لے گیا

یہ واقعہ ہے جب لٹی مرے چمن کی آبرو

لرزتی شاخ رہ گئی گلاب کوئی لے گیا

وہی تو اک ذریعۂ نجات میرے پاس تھا

مگر مرے ضمیر کا ثواب کوئی لے گیا

سوال بن کے روبرو کھڑی ہوئی تھی زندگی

مرا لہو نچوڑ کر جواب کوئی لے گیا

مرے بدن میں چبھ رہی تھیں سوئیاں سی رات بھر

سحر ہوئی تو لطف اضطراب کوئی لے گیا

چھپا لیا ہے میں نے سارا درد اپنی روح میں

تسلیوں کا ظاہری نقاب کوئی لے گیا

حمید الماس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chura Ke Mere Taq Se Kitab Koi Le Gaya

Hameed Almas

chura ke mere taq se kitab koi le gaya
meri tamam umr ka hisab koi le gaya

ye waqia hai jab luTi mere chaman ki aabru
larazti shaKH rah gai gulab koi le gaya

wahi to ek zariya-e-najat mere pas tha
magar mere zamir ka sawab koi le gaya

sawal ban ke ru-ba-ru khaDi hui thi zindagi
mera lahu nichoD kar jawab koi le gaya

mere badan mein chubh rahi thin suiyan si raat bhar
sahar hui to lutf-e-iztirab koi le gaya

chhupa liya hai main ne sara dard apni ruh mein
tasalliyon ka zahiri naqab koi le gaya

(1117) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chura Ke Mere Taq Se Kitab Koi Le Gaya written by Hameed Almas at UrduPoint. Chura Ke Mere Taq Se Kitab Koi Le Gaya is one of the masterpieces written by Hameed Almas. You can also find the complete poetry collection of Hameed Almas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hameed Almas' above.

Chura Ke Mere Taq Se Kitab Koi Le Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chura Ke Mere Taq Se Kitab Koi Le Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.