Meri Aankhon Se HaT Kar Kuchh Nahin Hai, Urdu Ghazal By Hameed Gauhar

Meri Aankhon Se HaT Kar Kuchh Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hameed Gauhar. Meri Aankhon Se HaT Kar Kuchh Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Aankhon Se HaT Kar Kuchh Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری آنکھوں سے ہٹ کر کچھ نہیں ہے

حمید گوہر

مری آنکھوں سے ہٹ کر کچھ نہیں ہے

تری دنیا کا منظر کچھ نہیں ہے

کوئی نیزہ کوئی سجدہ عطا کر

ابھی تک تو مرا سر کچھ نہیں ہے

ترے جغرافیہ کی دسترس میں

مری بستی مرا گھر کچھ نہیں ہے

یہی دو چار رستے ہیں یہاں کے

یہاں کھو جائیں تو ڈر کچھ نہیں ہے

خلائیں ہاتھ آئیں گی تمہارے

مری چٹکی سے باہر کچھ نہیں ہے

حمید گوہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Aankhon Se HaT Kar Kuchh Nahin Hai

Hameed Gauhar

meri aankhon se haT kar kuchh nahin hai
teri duniya ka manzar kuchh nahin hai

koi neza koi sajda ata kar
abhi tak to mera sar kuchh nahin hai

tere jughrafiya ki dastaras mein
meri basti mera ghar kuchh nahin hai

yahi do chaar raste hain yahan ke
yahan kho jaen to Dar kuchh nahin hai

KHalaen hath aaengi tumhaare
meri chuTki se bahar kuchh nahin hai

(461) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Aankhon Se HaT Kar Kuchh Nahin Hai written by Hameed Gauhar at UrduPoint. Meri Aankhon Se HaT Kar Kuchh Nahin Hai is one of the masterpieces written by Hameed Gauhar. You can also find the complete poetry collection of Hameed Gauhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hameed Gauhar' above.

Meri Aankhon Se HaT Kar Kuchh Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Aankhon Se HaT Kar Kuchh Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.