Manzil Pe Pahunchne Ko Taron Pe Nazar Rakhte, Urdu Ghazal By Hameeda Moeen Rizvi

Manzil Pe Pahunchne Ko Taron Pe Nazar Rakhte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hameeda Moeen Rizvi. Manzil Pe Pahunchne Ko Taron Pe Nazar Rakhte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Manzil Pe Pahunchne Ko Taron Pe Nazar Rakhte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

منزل پہ پہنچنے کو تاروں پہ نظر رکھتے

حمیدہ معین رضوی

منزل پہ پہنچنے کو تاروں پہ نظر رکھتے

جب شہر بسایا تھا رستوں کی خبر رکھتے

کہتے ہو اندھیرا ہے کوئی نہیں چہرہ ہے

ایمان یقیں ہوتا آنکھوں میں سحر رکھتے

الزام تراشی سے اب کچھ بھی نہیں حاصل

جب آئے غنیم اندر لڑنے کا ہنر رکھتے

اس قحط رجالاں میں قائد بھی نہیں ملتے

جو قافلۂ دل کو مائل بہ سفر رکھتے

ہم خاک کے ذروں کی صورت میں پریشاں ہیں

طاقت کو جمع کرتے تو برق و شرر رکھتے

ہم سب سگ مایہ ہیں ہڈی پہ جھپٹتے ہیں

ایسے میں کسی پر کیا اب خاک اثر رکھتے

صحرا کی تپش ہر سو کرگس کا بسیرا ہے

ہر شے جو جلا دی ہے کچھ باقی شجر رکھتے

اک مرگ مسلسل ہے افکار ہیں یخ بستہ

صحرا کی حرارت کو شعلوں سا جگر رکھتے

حمیدہ معین رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Manzil Pe Pahunchne Ko Taron Pe Nazar Rakhte

Hameeda Moeen Rizvi

manzil pe pahunchne ko taron pe nazar rakhte
jab shahr basaya tha raston ki KHabar rakhte

kahte ho andhera hai koi nahin chehra hai
iman yaqin hota aankhon mein sahar rakhte

ilzam-tarashi se ab kuchh bhi nahin hasil
jab aae ghanim andar laDne ka hunar rakhte

is qaht-e-rijalan mein qaid bhi nahin milte
jo qafla-e-dil ko mail-ba-safar rakhte

hum KHak ke zarron ki surat mein pareshan hain
taqat ko jama karte to barq-o-sharar rakhte

hum sab sag-e-maya hain haDDi pe jhapaTte hain
aise mein kisi par kya ab KHak asar rakhte

sahra ki tapish har su kargas ka basera hai
har shai jo jala di hai kuchh baqi shajar rakhte

ek marg-e-musalsal hai afkar hain yaKH-basta
sahra ki hararat ko shoalon sa jigar rakhte

(651) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Manzil Pe Pahunchne Ko Taron Pe Nazar Rakhte written by Hameeda Moeen Rizvi at UrduPoint. Manzil Pe Pahunchne Ko Taron Pe Nazar Rakhte is one of the masterpieces written by Hameeda Moeen Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Hameeda Moeen Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hameeda Moeen Rizvi' above.

Manzil Pe Pahunchne Ko Taron Pe Nazar Rakhte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Manzil Pe Pahunchne Ko Taron Pe Nazar Rakhte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.