Farz Jo Hai Ada Nahin Karte, Urdu Ghazal By Hamid Hassan Shad

Farz Jo Hai Ada Nahin Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamid Hassan Shad. Farz Jo Hai Ada Nahin Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Farz Jo Hai Ada Nahin Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فرض جو ہے ادا نہیں کرتے

حامد حسن شاد

فرض جو ہے ادا نہیں کرتے

ہم پہ وہ بھی جفا نہیں کرتے

زندگی کی طرح سے رکھتے ہیں

غم کو دل سے جدا نہیں کرتے

جو تڑپ کر نہ دل کو تڑپائیں

دل میں وہ غم رہا نہیں کرتے

ہم زمانے کے ظلم بے جا پر

کوئی شکوہ گلہ نہیں کرتے

جو کسی دور میں نہ پوچھیں حال

وہ تو اپنے ہوا نہیں کرتے

ساری دنیا کا مانتے ہیں کہا

صرف میرا کہا نہیں کرتے

ہوں وہ اپنے کہ شادؔ بیگانے

ہم کسی کو خفا نہیں کرتے

حامد حسن شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Farz Jo Hai Ada Nahin Karte

Hamid Hassan Shad

farz jo hai ada nahin karte
hum pe wo bhi jafa nahin karte

zindagi ki tarah se rakhte hain
gham ko dil se juda nahin karte

jo taDap kar na dil ko taDpaen
dil mein wo gham raha nahin karte

hum zamane ke zulm-e-be-ja par
koi shikwa-gila nahin karte

jo kisi daur mein na puchhen haal
wo to apne hua nahin karte

sari duniya ka mante hain kaha
sirf mera kaha nahin karte

hon wo apne ki 'shad' begane
hum kisi ko KHafa nahin karte

(840) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Farz Jo Hai Ada Nahin Karte written by Hamid Hassan Shad at UrduPoint. Farz Jo Hai Ada Nahin Karte is one of the masterpieces written by Hamid Hassan Shad. You can also find the complete poetry collection of Hamid Hassan Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamid Hassan Shad' above.

Farz Jo Hai Ada Nahin Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Farz Jo Hai Ada Nahin Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.