Tirgi Mein Bhi Raushni Hoti, Urdu Ghazal By Hamid Hassan Shad

Tirgi Mein Bhi Raushni Hoti is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamid Hassan Shad. Tirgi Mein Bhi Raushni Hoti comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tirgi Mein Bhi Raushni Hoti on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیرگی میں بھی روشنی ہوتی

حامد حسن شاد

تیرگی میں بھی روشنی ہوتی

دل کو حاصل اگر خوشی ہوتی

اک نظر مجھ کو دیکھ لیتے تو

درد میں کچھ نہ کچھ کمی ہوتی

آپ جلوہ اگر نہ دکھلاتے

میرے گھر میں بھی تیرگی ہوتی

دوستوں کی طرف سے تھی امید

کاش ان سے بھی دشمنی ہوتی

میرا ارمان پورا ہو جاتا

بات ان سے اگر کبھی ہوتی

راہ غم منزل محبت میں

ان کی صورت بھی اجنبی ہوتی

شادؔ وہ چاہتے تو ممکن تھا

اپنے گھر میں بھی روشنی ہوتی

حامد حسن شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tirgi Mein Bhi Raushni Hoti

Hamid Hassan Shad

tirgi mein bhi raushni hoti
dil ko hasil agar KHushi hoti

ek nazar mujh ko dekh lete to
dard mein kuchh na kuchh kami hoti

aap jalwa agar na dikhlate
mere ghar mein bhi tirgi hoti

doston ki taraf se thi ummid
kash un se bhi dushmani hoti

mera arman pura ho jata
baat un se agar kabhi hoti

rah-e-gham manzil-e-mohabbat mein
un ki surat bhi ajnabi hoti

'shad' wo chahte to mumkin tha
apne ghar mein bhi raushni hoti

(771) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tirgi Mein Bhi Raushni Hoti written by Hamid Hassan Shad at UrduPoint. Tirgi Mein Bhi Raushni Hoti is one of the masterpieces written by Hamid Hassan Shad. You can also find the complete poetry collection of Hamid Hassan Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamid Hassan Shad' above.

Tirgi Mein Bhi Raushni Hoti is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tirgi Mein Bhi Raushni Hoti, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.