Ye Ab Ke Kaisi Mushkil Ho Gai Hai, Urdu Ghazal By Hamidi Kashmiri

Ye Ab Ke Kaisi Mushkil Ho Gai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamidi Kashmiri. Ye Ab Ke Kaisi Mushkil Ho Gai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Ab Ke Kaisi Mushkil Ho Gai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ اب کے کیسی مشکل ہو گئی ہے

حامدی کاشمیری

یہ اب کے کیسی مشکل ہو گئی ہے

بھٹکتی موج ساحل ہو گئی ہے

میسر قربتیں اب بھی ہیں لیکن

کوئی دیوار حائل ہو گئی ہے

ہے حافظ اب خدا ہی وادیوں کا

بلائے کوہ نازل ہو گئی ہے

کہیں کوئی ستارہ بجھ گیا ہے

شکستہ رنگ محفل ہو گئی ہے

اسی سے کر لو اندازہ سفر کا

قریب آ دور منزل ہو گئی ہے

حامدی کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Ab Ke Kaisi Mushkil Ho Gai Hai

Hamidi Kashmiri

ye ab ke kaisi mushkil ho gai hai
bhaTakti mauj sahil ho gai hai

mayassar qurbaten ab bhi hain lekin
koi diwar hail ho gai hai

hai hafiz ab KHuda hi wadiyon ka
bala-e-koh nazil ho gai hai

kahin koi sitara bujh gaya hai
shikasta-rang mahfil ho gai hai

isi se kar lo andaza safar ka
qarib aa dur manzil ho gai hai

(692) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Ab Ke Kaisi Mushkil Ho Gai Hai written by Hamidi Kashmiri at UrduPoint. Ye Ab Ke Kaisi Mushkil Ho Gai Hai is one of the masterpieces written by Hamidi Kashmiri. You can also find the complete poetry collection of Hamidi Kashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamidi Kashmiri' above.

Ye Ab Ke Kaisi Mushkil Ho Gai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Ab Ke Kaisi Mushkil Ho Gai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.