Azm-e-safar Se Pahle Bhi Aur KHatm-e-safar Se Aage Bhi, Urdu Ghazal By Haneef Akhgar

Azm-e-safar Se Pahle Bhi Aur KHatm-e-safar Se Aage Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haneef Akhgar. Azm-e-safar Se Pahle Bhi Aur KHatm-e-safar Se Aage Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Azm-e-safar Se Pahle Bhi Aur KHatm-e-safar Se Aage Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عزم سفر سے پہلے بھی اور ختم سفر سے آگے بھی

حنیف اخگر

عزم سفر سے پہلے بھی اور ختم سفر سے آگے بھی

راہ گزر ہی راہ گزر ہے راہ گزر سے آگے بھی

تاب نظر تو شرط ہے لیکن حد نظر کیوں حائل ہے

جلوہ فگن تو جلوہ فگن ہے حد نظر سے آگے بھی

صبح ازل سے شام ابد تک میرے ہی دم سے رونق ہے

اس منظر سے اس منظر تک اس منظر سے آگے بھی

وہم و گماں سے علم و یقیں تک سیکڑوں نازک موڑ آئے

روئے زمیں سے شمس و قمر تک شمس و قمر سے آگے بھی

دل سے دعا نکلے تو یقیناً باب اثر تک پہنچے گی

آہ جو نکلے دل سے تو پہنچے باب اثر سے آگے بھی

دیدۂ تر کا اب تو اخگرؔ ایک ہی عالم رہتا ہے

نالۂ شب سے آہ سحر تک آہ سحر سے آگے بھی

حنیف اخگر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Azm-e-safar Se Pahle Bhi Aur KHatm-e-safar Se Aage Bhi

Haneef Akhgar

azm-e-safar se pahle bhi aur KHatm-e-safar se aage bhi
rahguzar hi rahguzar hai rahguzar se aage bhi

tab-e-nazar to shart hai lekin hadd-e-nazar kyun hail hai
jalwa-fagan to jalwa-fagan hai hadd-e-nazar se aage bhi

subh-e-azal se sham-e-abad tak mere hi dam se raunaq hai
is manzar se us manzar tak us manzar se aage bhi

wahm-o-guman se ilm-o-yaqin tak saikDon nazuk moD aae
ru-e-zamin se shams-o-qamar tak shams-o-qamar se aage bhi

dil se dua nikle to yaqinan bab-e-asar tak pahunchegi
aah jo nikle dil se to pahunche bab-e-asar se aage bhi

dida-e-tar ka ab to 'aKHgar' ek hi aalam rahta hai
nala-e-shab se aah-e-sahar tak aah-e-sahar se aage bhi

(891) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Azm-e-safar Se Pahle Bhi Aur KHatm-e-safar Se Aage Bhi written by Haneef Akhgar at UrduPoint. Azm-e-safar Se Pahle Bhi Aur KHatm-e-safar Se Aage Bhi is one of the masterpieces written by Haneef Akhgar. You can also find the complete poetry collection of Haneef Akhgar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haneef Akhgar' above.

Azm-e-safar Se Pahle Bhi Aur KHatm-e-safar Se Aage Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Azm-e-safar Se Pahle Bhi Aur KHatm-e-safar Se Aage Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.