Mai-kade Mein BaiTh Kar Iman Ki Parwa Na Kar, Urdu Ghazal By Hari Chand Akhtar

Mai-kade Mein BaiTh Kar Iman Ki Parwa Na Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hari Chand Akhtar. Mai-kade Mein BaiTh Kar Iman Ki Parwa Na Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mai-kade Mein BaiTh Kar Iman Ki Parwa Na Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میکدے میں بیٹھ کر ایمان کی پروا نہ کر

ہری چند اختر

میکدے میں بیٹھ کر ایمان کی پروا نہ کر

یا اسے بھی ایک دو چلو پلا دیوانہ کر

مسکرا دے قصۂ امید کر دے مختصر

یا بڑھا لے چل ذرا سی بات کو افسانہ کر

خوش مذاقی شرط ہو جس کے نظارے کے لئے

اس گل خود رو کو یا رب زینت ویرانہ کر

حادثہ ہے لیکن ایسا غیر معمولی نہیں

شمع پر پروانہ جلنے دے کوئی پروانہ کر

ہری چند اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mai-kade Mein BaiTh Kar Iman Ki Parwa Na Kar

Hari Chand Akhtar

mai-kade mein baiTh kar iman ki parwa na kar
ya use bhi ek do chullu pila diwana kar

muskura de qissa-e-ummid kar de muKHtasar
ya baDha le chal zara si baat ko afsana kar

KHush-mazaqi shart ho jis ke nazare ke liye
us gul-e-KHud-ru ko yarab zinat-e-virana kar

hadisa hai lekin aisa ghair-mamuli nahin
shama par parwana jalne de koi parwana kar

(793) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mai-kade Mein BaiTh Kar Iman Ki Parwa Na Kar written by Hari Chand Akhtar at UrduPoint. Mai-kade Mein BaiTh Kar Iman Ki Parwa Na Kar is one of the masterpieces written by Hari Chand Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Hari Chand Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hari Chand Akhtar' above.

Mai-kade Mein BaiTh Kar Iman Ki Parwa Na Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mai-kade Mein BaiTh Kar Iman Ki Parwa Na Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.