Qadd-e-mauzun Ka Shajar Yaad Aaya, Urdu Ghazal By Hashim Azimabadi

Qadd-e-mauzun Ka Shajar Yaad Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hashim Azimabadi. Qadd-e-mauzun Ka Shajar Yaad Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qadd-e-mauzun Ka Shajar Yaad Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قد موزوں کا شجر یاد آیا

ہاشم عظیم آبادی

قد موزوں کا شجر یاد آیا

اور پھر اس کا ثمر یاد آیا

پھر الیکشن کا ہے سر میں سودا

پھر انہیں لخت جگر یاد آیا

چاند پر جانے کا مژدہ سن کر

اپنا بھولا ہوا گھر یاد آیا

ٹھیک چوراہے پہ میں جا بیٹھا

جب ترا وقت سفر یاد آیا

راہ میں مجھ کو وہ تنہا جو ملے

جانے کیوں ان کا پدر یاد آیا

دیکھ کر میری شکستہ چپل

ان کو ہاشمؔ مرا سر یاد آیا

ہاشم عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qadd-e-mauzun Ka Shajar Yaad Aaya

Hashim Azimabadi

qadd-e-mauzun ka shajar yaad aaya
aur phir us ka samar yaad aaya

phir election ka hai sar mein sauda
phir unhen laKHt-e-jigar yaad aaya

chand par jaane ka muzhda sun kar
apna bhula hua ghar yaad aaya

Thik chaurahe pe main ja baiTha
jab tera waqt-e-safar yaad aaya

rah mein mujh ko wo tanha jo mile
jaane kyun un ka pidar yaad aaya

dekh kar meri shikasta chappal
un ko 'hashim' mera sar yaad aaya

(796) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qadd-e-mauzun Ka Shajar Yaad Aaya written by Hashim Azimabadi at UrduPoint. Qadd-e-mauzun Ka Shajar Yaad Aaya is one of the masterpieces written by Hashim Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Hashim Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hashim Azimabadi' above.

Qadd-e-mauzun Ka Shajar Yaad Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qadd-e-mauzun Ka Shajar Yaad Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.