Ab Wo Farmate Hain Kab Maine Dikhain Aankhen, Urdu Ghazal By Hasrat Mohani

Ab Wo Farmate Hain Kab Maine Dikhain Aankhen is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hasrat Mohani. Ab Wo Farmate Hain Kab Maine Dikhain Aankhen comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Wo Farmate Hain Kab Maine Dikhain Aankhen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب وہ فرماتے ہیں کب میں نے دکھائیں آنکھیں

حسرت موہانی

اب وہ فرماتے ہیں کب میں نے دکھائیں آنکھیں

آپ نے مفت میں رو رو کے سجائیں آنکھیں

مضطرب ہم بھی رہے رات تڑپ کر کافی

دل بھی بے چین رہا ان کی جو آئیں آنکھیں

حسن مغرب میں ہمیں ساعد و گیسو کے سوا

اور بھی کچھ نظر آیا تو وہ بھائیں آنکھیں

رات مجھ ملزم پابوس کو از راہ کرم

سرزنش کچھ بھی نہ کی خود وہ لجائیں آنکھیں

داغ لگ جائے گا دامان وفا میں حسرتؔ

تم نے دیکھو جو کہیں اور لگائیں آنکھیں

حسرت موہانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Wo Farmate Hain Kab Maine Dikhain Aankhen

Hasrat Mohani

ab wo farmate hain kab main ne dikhain aankhen
aap ne muft mein ro ro ke sujain aankhen

muztarib hum bhi rahe raat taDap kar kafi
dil bhi bechain raha un ki jo aain aankhen

husn-e-maghrib mein hamin saad-o-gesu ke siwa
aur bhi kuchh nazar aaya to wo bhain aankhen

raat mujh mulzam-e-pa-bos ko az-rah-e-karam
sarzanish kuchh bhi na ki KHud wo lajain aankhen

dagh lag jaega daman-e-wafa mein 'hasrat'
tum ne dekho jo kahin aur lagain aankhen

(829) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Wo Farmate Hain Kab Maine Dikhain Aankhen written by Hasrat Mohani at UrduPoint. Ab Wo Farmate Hain Kab Maine Dikhain Aankhen is one of the masterpieces written by Hasrat Mohani. You can also find the complete poetry collection of Hasrat Mohani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hasrat Mohani' above.

Ab Wo Farmate Hain Kab Maine Dikhain Aankhen is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Wo Farmate Hain Kab Maine Dikhain Aankhen, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.