Chahat Meri Chahat Hi Nahin Aap Ke Nazdik, Urdu Ghazal By Hasrat Mohani

Chahat Meri Chahat Hi Nahin Aap Ke Nazdik is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hasrat Mohani. Chahat Meri Chahat Hi Nahin Aap Ke Nazdik comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chahat Meri Chahat Hi Nahin Aap Ke Nazdik on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چاہت مری چاہت ہی نہیں آپ کے نزدیک

حسرت موہانی

چاہت مری چاہت ہی نہیں آپ کے نزدیک

کچھ میری حقیقت ہی نہیں آپ کے نزدیک

کچھ قدر تو کرتے مرے اظہار وفا کی

شاید یہ محبت ہی نہیں آپ کے نزدیک

یوں غیر سے بے باک اشارے سر محفل

کیا یہ مری ذلت ہی نہیں آپ کے نزدیک

عشاق پہ کچھ حد بھی مقرر ہے ستم کی

یا اس کی نہایت ہی نہیں آپ کے نزدیک

اگلی سی نہ راتیں ہیں نہ گھاتیں ہیں نہ باتیں

کیا اب میں وہ حسرتؔ ہی نہیں آپ کے نزدیک

حسرت موہانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chahat Meri Chahat Hi Nahin Aap Ke Nazdik

Hasrat Mohani

chahat meri chahat hi nahin aap ke nazdik
kuchh meri haqiqat hi nahin aap ke nazdik

kuchh qadr to karte mere izhaar wafa ki
shayad ye mohabbat hi nahin aap ke nazdik

yun ghair se bebak ishaare sar-e-mahfil
kya ye meri zillat hi nahin aap ke nazdik

ushshaq pe kuchh had bhi muqarrar hai sitam ki
ya us ki nihayat hi nahin aap ke nazdik

agli si na raaten hain na ghaten hain na baaten
kya ab main wo 'hasrat' hi nahin aap ke nazdik

(728) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chahat Meri Chahat Hi Nahin Aap Ke Nazdik written by Hasrat Mohani at UrduPoint. Chahat Meri Chahat Hi Nahin Aap Ke Nazdik is one of the masterpieces written by Hasrat Mohani. You can also find the complete poetry collection of Hasrat Mohani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hasrat Mohani' above.

Chahat Meri Chahat Hi Nahin Aap Ke Nazdik is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chahat Meri Chahat Hi Nahin Aap Ke Nazdik, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.