Aaj Bhi Teri Hi Surat Hai Muqabil Mere, Urdu Ghazal By Hassan Akbar Kamal

Aaj Bhi Teri Hi Surat Hai Muqabil Mere is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Akbar Kamal. Aaj Bhi Teri Hi Surat Hai Muqabil Mere comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Bhi Teri Hi Surat Hai Muqabil Mere on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج بھی تیری ہی صورت ہے مقابل میرے

حسن اکبر کمال

آج بھی تیری ہی صورت ہے مقابل میرے

یہ بھی اک عشق کا انداز ہے قاتل میرے

تیرا محروم محبت ہوں سو واپس نہ گیا

بے محبت کبھی در سے کوئی سائل میرے

حسن بیمار تجھے پھول دیئے ہیں میں نے

ان میں ہونے تھے مگر زخم بھی شامل میرے

اور میں ہوں کہ سفر پھر بھی کئے جاتا ہوں

سائے کی طرح تعاقب میں ہے منزل میرے

میں سمندر کے تلاطم سے بھی کچھ سیکھتا ہوں

اسی تقصیر پہ دشمن ہوئے ساحل میرے

آج آرائشی زنجیر ہے گردن میں کمالؔ

کبھی ہتھیار گلے میں تھے حمائل میرے

حسن اکبر کمال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Bhi Teri Hi Surat Hai Muqabil Mere

Hassan Akbar Kamal

aaj bhi teri hi surat hai muqabil mere
ye bhi ek ishq ka andaz hai qatil mere

tera mahrum-e-mohabbat hun so wapas na gaya
be-mohabbat kabhi dar se koi sail mere

husn-e-bimar tujhe phul diye hain main ne
in mein hone the magar zaKHm bhi shamil mere

aur main hun ki safar phir bhi kiye jata hun
sae ki tarah taaqub mein hai manzil mere

main samundar ke talatum se bhi kuchh sikhta hun
isi taqsir pe dushman hue sahil mere

aaj aaraishi zanjir hai gardan mein 'kamal'
kabhi hathiyar gale mein the hamail mere

(1348) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Bhi Teri Hi Surat Hai Muqabil Mere written by Hassan Akbar Kamal at UrduPoint. Aaj Bhi Teri Hi Surat Hai Muqabil Mere is one of the masterpieces written by Hassan Akbar Kamal. You can also find the complete poetry collection of Hassan Akbar Kamal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Akbar Kamal' above.

Aaj Bhi Teri Hi Surat Hai Muqabil Mere is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Bhi Teri Hi Surat Hai Muqabil Mere, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.