Jahan Jahan Hai Sahar Ka Aalam Wahin Wahin Raushni Nahin Hai, Urdu Ghazal By Hassan Bakht

Jahan Jahan Hai Sahar Ka Aalam Wahin Wahin Raushni Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Bakht. Jahan Jahan Hai Sahar Ka Aalam Wahin Wahin Raushni Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jahan Jahan Hai Sahar Ka Aalam Wahin Wahin Raushni Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہاں جہاں ہے سحر کا عالم وہیں وہیں روشنی نہیں ہے

حسن بخت

جہاں جہاں ہے سحر کا عالم وہیں وہیں روشنی نہیں ہے

ہزار شمعیں ہوئیں ہیں روشن مگر کہیں روشنی نہیں ہے

نہ مجھ کو بہکاؤ ان اجالوں کی مہر افروز رنگتوں سے

فریب ہے یہ کسی کرن کا نہیں نہیں روشنی نہیں ہے

ہمارا ذوق نگاہ اب تک ہے گمرہی کی نقاب اوڑھے

عجب تماشا ہے تیرے جلووں میں مہ جبیں روشنی نہیں ہے

جہاں پہ سورج چمک رہا ہے وہیں پہ ظلمت برس رہی ہے

میں کیوں نہ ظلمت سے پیار کر لوں کہ دل نشیں روشنی نہیں ہے

نئے اجالے اداس روحیں نئے سویرے بجھے ہوئے ہیں

یہ ایک دھوکا ہے روشنی کا دل حزیں روشنی نہیں ہے

چراغ خفتہ چراغ روشن سے جگمگاتا رہا ہمیشہ

مقام ہستی کے ان اندھیروں پہ خشمگیں روشنی نہیں ہے

بڑھے ہیں منزل کی سمت ہم بھی شعاع بختؔ جمیل لے کر

ہمیں تردد نہیں ہے کوئی اگر کہیں روشنی نہیں ہے

حسن بخت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan Jahan Hai Sahar Ka Aalam Wahin Wahin Raushni Nahin Hai

Hassan Bakht

jahan jahan hai sahar ka aalam wahin wahin raushni nahin hai
hazar shamen huin hain raushan magar kahin raushni nahin hai

na mujh ko bahkao in ujalon ki mehr-afroz rangton se
fareb hai ye kisi kiran ka nahin nahin raushni nahin hai

hamara zauq-e-nigah ab tak hai gumrahi ki naqab oDhe
ajab tamasha hai tere jalwon mein mah-jabin raushni nahin hai

jahan pe suraj chamak raha hai wahin pe zulmat baras rahi hai
main kyun na zulmat se pyar kar lun ki dil-nashin raushni nahin hai

nae ujale udas ruhen nae sawere bujhe hue hain
ye ek dhoka hai raushni ka dil-e-hazin raushni nahin hai

charagh-e-KHufta charagh-e-raushan se jagmagata raha hamesha
maqam-e-hasti ke in andheron pe KHashmagin raushni nahin hai

baDhe hain manzil ki samt hum bhi shua-e-'baKHt'-e-jamil le kar
hamein taraddud nahin hai koi agar kahin raushni nahin hai

(644) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jahan Jahan Hai Sahar Ka Aalam Wahin Wahin Raushni Nahin Hai written by Hassan Bakht at UrduPoint. Jahan Jahan Hai Sahar Ka Aalam Wahin Wahin Raushni Nahin Hai is one of the masterpieces written by Hassan Bakht. You can also find the complete poetry collection of Hassan Bakht by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Bakht' above.

Jahan Jahan Hai Sahar Ka Aalam Wahin Wahin Raushni Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan Jahan Hai Sahar Ka Aalam Wahin Wahin Raushni Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.