Bisat Dil Ki Bhala Kya Nigah-e-yar Mein Hai, Urdu Ghazal By Hassan Kamal

Bisat Dil Ki Bhala Kya Nigah-e-yar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Kamal. Bisat Dil Ki Bhala Kya Nigah-e-yar Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bisat Dil Ki Bhala Kya Nigah-e-yar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بساط دل کی بھلا کیا نگاہ یار میں ہے

حسن کمال

بساط دل کی بھلا کیا نگاہ یار میں ہے

یہ شیشہ ٹوٹ بھی جائے تو کس شمار میں ہے

یہ جانتے ہیں کہ وہ اس طرف نہ آئے گا

عجب مزا سا مگر اس کے انتظار میں ہے

بس ایک زخم خلش عمر بھر کی تنہائی

وہی تو دو گے تمہارے جو اختیار میں ہے

وہ کھیل کھیلنے بیٹھے ہیں خاتمہ جس کا

تمہاری جیت میں ہے اور ہماری ہار میں ہے

حسن کمال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bisat Dil Ki Bhala Kya Nigah-e-yar Mein Hai

Hassan Kamal

bisat dil ki bhala kya nigah-e-yar mein hai
ye shisha TuT bhi jae to kis shumar mein hai

ye jaante hain ki wo is taraf na aaega
ajab maza sa magar us ke intizar mein hai

bas ek zaKHm-e-KHalish umr-bhar ki tanhai
wahi to doge tumhaare jo iKHtiyar mein hai

wo khel khelne baiThe hain KHatma jis ka
tumhaari jit mein hai aur hamari haar mein hai

(839) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bisat Dil Ki Bhala Kya Nigah-e-yar Mein Hai written by Hassan Kamal at UrduPoint. Bisat Dil Ki Bhala Kya Nigah-e-yar Mein Hai is one of the masterpieces written by Hassan Kamal. You can also find the complete poetry collection of Hassan Kamal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Kamal' above.

Bisat Dil Ki Bhala Kya Nigah-e-yar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bisat Dil Ki Bhala Kya Nigah-e-yar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.