Shayad Jo Zahr Shahr Mein Tha Kaam Kar Gaya, Urdu Ghazal By Hassan Kamal

Shayad Jo Zahr Shahr Mein Tha Kaam Kar Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Kamal. Shayad Jo Zahr Shahr Mein Tha Kaam Kar Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shayad Jo Zahr Shahr Mein Tha Kaam Kar Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شاید جو زہر شہر میں تھا کام کر گیا

حسن کمال

شاید جو زہر شہر میں تھا کام کر گیا

خود سے ملے ہوئے بھی زمانہ گزر گیا

پاگل کوئی اک اک سے یہی پوچھتا تھا کل

ہم سب کا ایک گھر تھا بتاؤ کدھر گیا

سورج کو جنم دے کے جھلسنے کے واسطے

ٹھنڈی سی ریت چھوڑ سمندر اتر گیا

سوچا تھا اپنے دل میں سنواروں گا میں تمہیں

تم آئے تم کو دیکھ کے میں خود بکھر گیا

جب تک میں زندگی کو نہ سمجھا تھا جی لیا

جب آ گئی سمجھ میں تو بے موت مر گیا

ہر شام کتنے درد سے دیکھا ہے یہ حسنؔ

سورج کا خون پی کے سمندر نکھر گیا

حسن کمال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shayad Jo Zahr Shahr Mein Tha Kaam Kar Gaya

Hassan Kamal

shayad jo zahr shahr mein tha kaam kar gaya
KHud se mile hue bhi zamana guzar gaya

pagal koi ek ek se yahi puchhta tha kal
hum sab ka ek ghar tha batao kidhar gaya

suraj ko janm de ke jhulasne ke waste
ThanDi si ret chhoD samundar utar gaya

socha tha apne dil mein sanwarunga main tumhein
tum aae tum ko dekh ke main KHud bikhar gaya

jab tak main zindagi ko na samjha tha ji liya
jab aa gai samajh mein to be-maut mar gaya

har sham kitne dard se dekha hai ye 'hasan'
suraj ka KHun pi ke samundar nikhar gaya

(803) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shayad Jo Zahr Shahr Mein Tha Kaam Kar Gaya written by Hassan Kamal at UrduPoint. Shayad Jo Zahr Shahr Mein Tha Kaam Kar Gaya is one of the masterpieces written by Hassan Kamal. You can also find the complete poetry collection of Hassan Kamal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Kamal' above.

Shayad Jo Zahr Shahr Mein Tha Kaam Kar Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shayad Jo Zahr Shahr Mein Tha Kaam Kar Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.