Ishq Ka Faisla Nahin Hota, Urdu Ghazal By Hayat Amrohvi

Ishq Ka Faisla Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hayat Amrohvi. Ishq Ka Faisla Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Ka Faisla Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق کا فیصلہ نہیں ہوتا

حیات امروہوی

عشق کا فیصلہ نہیں ہوتا

مدعا بھی ادا نہیں ہوتا

بھول جاتا ہوں سب گناہ کے وقت

جیسے میرا خدا نہیں ہوتا

کون سمجھے گا دل کی بیتابی

اس پہ جب آسرا نہیں ہوتا

غیر سے ملتے ہیں وہ چھپ چھپ کر

گویا مجھ کو پتا نہیں ہوتا

دم آخر بھی وہ نہ آئے حیاتؔ

یہ بھی مجھ سے گلہ نہیں ہوتا

حیات امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Ka Faisla Nahin Hota

Hayat Amrohvi

ishq ka faisla nahin hota
muddaa bhi ada nahin hota

bhul jata hun sab gunah ke waqt
jaise mera KHuda nahin hota

kaun samjhega dil ki betabi
us pe jab aasra nahin hota

ghair se milte hain wo chhup chhup kar
goya mujh ko pata nahin hota

dam-e-aKHir bhi wo na aae 'hayat'
ye bhi mujh se gila nahin hota

(759) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Ka Faisla Nahin Hota written by Hayat Amrohvi at UrduPoint. Ishq Ka Faisla Nahin Hota is one of the masterpieces written by Hayat Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Hayat Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hayat Amrohvi' above.

Ishq Ka Faisla Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Ka Faisla Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.