Utarne Wali Dukhon Ki Baraat Se Pahle, Urdu Ghazal By Hazin Ludhianvi

Utarne Wali Dukhon Ki Baraat Se Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hazin Ludhianvi. Utarne Wali Dukhon Ki Baraat Se Pahle comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Utarne Wali Dukhon Ki Baraat Se Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اترنے والی دکھوں کی برات سے پہلے

حزیں لدھیانوی

اترنے والی دکھوں کی برات سے پہلے

چراغ بانٹ دو بستی میں رات سے پہلے

یوں ہی ملے گا نہ آب حیات کا چشمہ

گزرنا ہوگا لہو کی فرات سے پہلے

بشر جو آج ہے تہذیب و ارتقا کا امیں

فقط درندہ تھا عرفان ذات سے پہلے

ہمی نے موت کی تردید میں زباں کھولی

ہمیں نے پیار کیا ہے حیات سے پہلے

وہاں تو بات بھی کرنا جہاد کرنا ہے

جہاں پہ ہونٹ سیے جائیں بات سے پہلے

نئی حیات حزیںؔ فن کو دے گیا غالبؔ

اگرچہ مر گیا تھا وہ وفات سے پہلے

حزیں لدھیانوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Utarne Wali Dukhon Ki Baraat Se Pahle

Hazin Ludhianvi

utarne wali dukhon ki baraat se pahle
charagh banT do basti mein raat se pahle

yunhi milega na aab-e-hayat ka chashma
guzarna hoga lahu ki furaat se pahle

bashar jo aaj hai tahzib-o-irtiqa ka amin
faqat darinda tha irfan-e-zat se pahle

hami ne maut ki tardid mein zaban kholi
hamin ne pyar kiya hai hayat se pahle

wahan to baat bhi karna jihad karna hai
jahan pe honT siye jaen baat se pahle

nai hayat 'hazin' fan ko de gaya 'ghaalib'
agarche mar gaya tha wo wafat se pahle

(954) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Utarne Wali Dukhon Ki Baraat Se Pahle written by Hazin Ludhianvi at UrduPoint. Utarne Wali Dukhon Ki Baraat Se Pahle is one of the masterpieces written by Hazin Ludhianvi. You can also find the complete poetry collection of Hazin Ludhianvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hazin Ludhianvi' above.

Utarne Wali Dukhon Ki Baraat Se Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Utarne Wali Dukhon Ki Baraat Se Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.