Jo Ba-zahir Udas Hote Hain, Urdu Ghazal By Hina Ali

Jo Ba-zahir Udas Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hina Ali. Jo Ba-zahir Udas Hote Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Ba-zahir Udas Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو بظاہر اداس ہوتے ہیں

حنا علی

جو بظاہر اداس ہوتے ہیں

لوگ وہ خود شناس ہوتے ہیں

ان کے اندر کا میل مت پوچھو

لوگ جو خوش لباس ہوتے ہیں

اپنی قسمت سے بھی نہیں واقف

جو ستارہ شناس ہوتے ہیں

بول دوں آپ کیا ہیں میرے لیے

آپ جینے کی آس ہوتے ہیں

پیار والوں کی بات مت پوچھو

دور رہ کر بھی پاس ہوتے ہیں

کیا عجب لوگ ہیں یہ اہل سخن

عام ہو کر بھی خاص ہوتے ہیں

حنا علی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Ba-zahir Udas Hote Hain

Hina Ali

jo ba-zahir udas hote hain
log wo KHud-shanas hote hain

un ke andar ka mel mat puchho
log jo KHush-libas hote hain

apni qismat se bhi nahin waqif
jo sitara-shanas hote hain

bol dun aap kya hain mere liye
aap jine ki aas hote hain

pyar walon ki baat mat puchho
dur rah kar bhi pas hote hain

kya ajab log hain ye ahl-e-suKHan
aam ho kar bhi KHas hote hain

(1026) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Ba-zahir Udas Hote Hain written by Hina Ali at UrduPoint. Jo Ba-zahir Udas Hote Hain is one of the masterpieces written by Hina Ali. You can also find the complete poetry collection of Hina Ali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hina Ali' above.

Jo Ba-zahir Udas Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Ba-zahir Udas Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.