Dariya Mein Hai Sarab Ajab Ibtila Mein Hun, Urdu Ghazal By Ibraheem Hosh

Dariya Mein Hai Sarab Ajab Ibtila Mein Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ibraheem Hosh. Dariya Mein Hai Sarab Ajab Ibtila Mein Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dariya Mein Hai Sarab Ajab Ibtila Mein Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریا میں ہے سراب عجب ابتلا میں ہوں

ابراہیم ہوش

دریا میں ہے سراب عجب ابتلا میں ہوں

میں بھی حسین ہی کی طرح کربلا میں ہوں

ٹکتے نہیں کہیں بھی قدم آرزوؤں کے

پھینکا ہے جب سے تیری زمیں نے خلا میں ہوں

آواز کب سے دیتا تھا حرماں نصیب دل

اب آئی ہے تو غرق نشاط بلا میں ہوں

کیا فرض ہے کہ عیسیٰ و مریم دکھائی دے

مصلوب درد چیخے کہ میں ابتلا میں ہوں

ہر لحظہ انہدام کا ہے خوف مجھ کو ہوشؔ

میں اس دیار شور و شر زلزلہ میں ہوں

ابراہیم ہوش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariya Mein Hai Sarab Ajab Ibtila Mein Hun

Ibraheem Hosh

dariya mein hai sarab ajab ibtila mein hun
main bhi husain hi ki tarah karbala mein hun

Tikte nahin kahin bhi qadam aarzuon ke
phenka hai jab se teri zamin ne KHala mein hun

aawaz kab se deta tha hirman-nasib dil
ab aai hai to gharq nashat-e-bala mein hun

kya farz hai ki isa-o-mariyam dikhai de
maslub dard chiKHe ki main ibtila mein hun

har lahza inhidam ka hai KHauf mujh ko 'hosh'
main is dayar-e-shor-o-shar-e-zalzala mein hun

(857) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariya Mein Hai Sarab Ajab Ibtila Mein Hun written by Ibraheem Hosh at UrduPoint. Dariya Mein Hai Sarab Ajab Ibtila Mein Hun is one of the masterpieces written by Ibraheem Hosh. You can also find the complete poetry collection of Ibraheem Hosh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ibraheem Hosh' above.

Dariya Mein Hai Sarab Ajab Ibtila Mein Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dariya Mein Hai Sarab Ajab Ibtila Mein Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.