ShaiKH Ke Haal Par Tassuf Hai, Urdu Ghazal By Imdad Imam Asar

ShaiKH Ke Haal Par Tassuf Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Imdad Imam Asar. ShaiKH Ke Haal Par Tassuf Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ShaiKH Ke Haal Par Tassuf Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شیخ کے حال پر تأسف ہے

امداد امام اثر

شیخ کے حال پر تأسف ہے

شکل روزی کی اک تصوف ہے

جس کی اوقات ہو تصوف پر

اس کے اس روزگار پر تف ہے

جن کو دعویٰ ہے حق شناسی کا

ان سے بندے کو بھی تعارف ہے

نہ تو عرفاں کے ان میں ہیں انداز

معرفت سے نہ کچھ تشرف ہے

کیسی تعمیل حکم خالق کی

کیسا اسلام صد تأسف ہے

کون سے امر دیں کو کوئی کہے

دین کا دین ہی تصوف ہے

دین احمد سے ہو جو باہر بات

وہی اس عہد میں تصوف ہے

مال جو کچھ ہے بے وقوفوں کا

شیخ کا مال بے تکلف ہے

ہے اثرؔ یہ تصرف بے جا

اور کوئی نہیں تصرف ہے

امداد امام اثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ShaiKH Ke Haal Par Tassuf Hai

Imdad Imam Asar

shaiKH ke haal par tassuf hai
shakl-e-rozi ki ek tasawwuf hai

jis ki auqat ho tasawwuf par
us ke is rozgar par tuf hai

jin ko dawa hai haq-shanasi ka
un se bande ko bhi taaruf hai

na to irfan ke un mein hain andaz
marifat se na kuchh tasharruf hai

kaisi tamil-e-hukm KHaliq ki
kaisa islam sad-tassuf hai

kaun se amar-e-din ko koi kahe
din ka din hi tasawwuf hai

din-e-ahmad se ho jo bahar baat
wahi is ahd mein tasawwuf hai

mal jo kuchh hai bewaqufon ka
shaiKH ka mal be-takalluf hai

hai 'asar' ye tasarruf-e-be-ja
aur koi nahin tasarruf hai

(495) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ShaiKH Ke Haal Par Tassuf Hai written by Imdad Imam Asar at UrduPoint. ShaiKH Ke Haal Par Tassuf Hai is one of the masterpieces written by Imdad Imam Asar. You can also find the complete poetry collection of Imdad Imam Asar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Imdad Imam Asar' above.

ShaiKH Ke Haal Par Tassuf Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like ShaiKH Ke Haal Par Tassuf Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.